Indicators ki perfect setting unki correct prediction haasil kasay karain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ki perfect setting unki correct prediction haasil kasay karain?
    dear members aap jaantey hain forex trading chart mei bohat se expert traders indicators ka must use kartay hain magar ye observe keya gya ha aksar log kehtay hain indicators se result nahe mil raha indicator aik idea ka kaam kartay hain inki achi si setting karna seekhen pehle indicators kis time frame pe use krna ha uskay level uskay jo points hain unpe kasay predict karni hay trade indicators ki samjah hona uski working trace karnay ka experience zaroori hay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere nazdeek Koi be indicated report Sahi kaam nahi karta aapko Apne experience or knowledge Pe Itna Bharosa hona chahiye ki aap Inko use nahi kar into bekar Ho aapko Kisi indicate area report Ki Zaroorat nahi hogi
    • #3 Collapse

      Dear of forex market main indicator ki jitni Marzi achi setting kar le aap market Mein accha profit nahi generate kar sakte.
      Aapko forex market Mein achha profit.
      Hasil karne ke liye indicators ki setting karne ki wajah aap support and resistance areas use kare aur ek Waqt mein to your three indicators use Kare Jab three indicators ek hi prediction they are market kisses support resistance area ke kareeb Tu Surat main aapko trade karna chahiye.
      • #4 Collapse

        brother ager ap ny ik acha trader bana hy tu ap ko lazmi bina indicator ky hi market ko samjhna ho ga or us ky liya kai aisy tareky hy jin ki waja say ap bari hi asani ky sath is market mai grip hasil ker sakty hy ik tu ager ap price action ko ashi terha sy sekh liya hy tu bi ap ko bari hi achi trade mill jay gi or ap ko achy entry point or exet point bi mill jay gy jaha tk bat indicator ki hy tu ap ko wo kabi bi foran nahi baty ga jab acho move ho jay gi tabhi ap ko batay ga is liya bina indicator ky hi trade best hy.
        • #5 Collapse

          Bihar forex market Mein indicators ki apni Marzi se setting kar sakte hain aap ko pata hona chahiye champion forex market me trading karte hain to aapko indicators ki setting karne chahiye.
          Lekin aap ko pata hona chahiye kejo indicator sote Hain support or resistance areas ke upar Akshara Hame love dekhte hain isliye Hame Chahiye Hota Hai ke hum forex market mein support resistance areas ke upar trend trading Na Kare indicators ke upar.
          • #6 Collapse

            Good info bro trading main mostly traders ye bat karty hain kay indicators fazool hotay hain kiyun kay un ko indicators ka use nahi ata unko chahiye kay pehly indicator use karna seekhain apni candle sticks chart par is ko lgana aur is ko read karna seekhain jab ye chezain samajh aa jaye to indicators kay ap ko benifits pata chaly gay kay ye analysis main hmarai kitni help karta hai aur achy achy signals bhi provide karta hai.
            • #7 Collapse

              forex trading main jub indicators use kiye jaty hain tu un ko bhi full proper knowledge k sath use karna chahye q k jub koi indicators use karty hain tu un ki sahi pridiction hona boht he zeyad zarori hai ta k apko jo indicators k sahi na hony ki shikayat hai wo kbhi bhi na o es liye proper knowledge rakhen indictaors ko use karny ka os k bad trading karen tab apko indictaors bhi acha result de jaty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ki perfect setting unki correct prediction haasil kasay karain?

                forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahay lakin hamy in oar 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain is mai market ka koi qasur nahui ho ga hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam krna chahey pher he hum kamyab hon gy
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                اب آن لائن

                Working...
                X