jald bazi man hmesha loss he hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jald bazi man hmesha loss he hota hai
    bhai agir aap trading krty hain to aap ko koi bhi trade jald bazi man nahi lgani chaye agir aap jald bazi krty hain to aap ko loss he milta hai is luy aap ko jo bhi trade lgani hai woh bohat soch samj kr lgain chaye market ko analysis or read kr k phir trade lgani chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
    bhai agir aap trading krty hain to aap ko koi bhi trade jald bazi man nahi lgani chaye agir aap jald bazi krty hain to aap ko loss he milta hai is luy aap ko jo bhi trade lgani hai woh bohat soch samj kr lgain chaye market ko analysis or read kr k phir trade lgani chaye
    G janab jaldbazi men hamara aksar hi loss hota hai isliye hamen tradiing men analysis se kaam lena chahiye jab tak hamen market men koi confirm signal nhi mill kata hai uss waqt tak hamen koi bhi trade open nhi krni hai jab hamen trend ki confirmation ho jay then hi hamen koi trade open krni chahiye
    Agar ham jaldbazi se trading kren ge to then ham loose hi ho jarn ge
    • #3 Collapse

      Jald bazi mg ham ko sief our sirf loss hita hy ia liya ham ko jald bazi nai kr i chiya our ham ko huot hi zeada ehsani sy is my losss ho jata hy jab ham loss kr dyty hy to bad my ham phr bhot zeada preshan ho jaty hy is liya ham ko.is kam my jald bazi nai balky soch samjh k sahi relex ho k kam krna chiya
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        isme Koi shak nahi Kay jaldi ka kaam Shaitan ka hota hai of Forex trading Main Jaldi karna lost ka dusra naam hai isliye aapko analysis ke baad Hai trailer gaane chahiye aur aapke paas time Hota Hai ke aap analysis ke baad bitrate Lagaye jaldbazi Na Kare aap ko nuksan ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Real support Sabki Baat bilkul theek hai hame Forex trading Mein entry Lene Ki Barkat bilkul bhi jaldbazi nahi dikha Ne chahiye Apne instaforex ki bonus account ke upar.
          Jab aap apne instaforex bonus account se trading Karenge aur Market mein kisi kisam ki aap jaldbazi Karenge aur patient ka Mushaira nahi karenge aap ko Apne instaforex ke bonus account ke upar huge amount of losses ho sakte hain jo recoverable nahi hogi.
          • #6 Collapse

            g ap ny bilkul sahi kaha hy humein jald baazi nahi karni chahiye jald baazi ka kam shaitan ka hota hy agar hum jald baazi main trade lagaye gy to hum ye jaan nhi sakty k markete ka analysis kia hy aur hum apna aik bada lost kar sakty hain isi liye pehly markete ko dekhna chahye phir trade karni chahye cha hy usy samajhny main kitna bhi tym lag jaye
             
            • #7 Collapse

              Dear friend yeh bat hamesha yad rakhen k gald bazi ka kam shetan ka hy agar ap trading main gald bazi karengay bena market ko dekhy news ko na dekh kar aur galdi say trade opon kar dah gay to apko loss hi ay ga
              • #8 Collapse

                Ap NY bhi bilkul theak kha agr ap trading Marty he to trading k Duran hame jald Nazi nahi karni chahiye balky relex ho kar trading kary agr ap trading k Duran jaldbazi karty he k hame acha profit ho ga to asa bilkul nahi ha jaldbazi me ap ko loss he ho ga or profit nahi
                • #9 Collapse

                  Jee han jald baazi mein hamesha loss hota hai aksar new traders zyada profit kay liye posting mein jald baazi se kaam letay hain aur boht si mistakes kar jatey hain jo un kay ilm mein bhi nahi hoti,best hai keh jald baazi se ijtenaab kiya jaye.
                  • #10 Collapse

                    hanji dear app nay bohut aci bat kahin hai forex mai jald bazi karny waly ko hamesha loss ka samna karna parta hai kyon k bgair kisi analysis k app markeet ko samjh nahe sakty hain aur na he iss mai success ho sakty hain kuch log monday ko markeet shuru hoty hain order lga daity hain ya chart open karty he order lga daity hain jiss sy unki trade loss main chali jati ai iss leay ham ko ssaber kar he kam akrna chaheay ham phir he loss say bach skain gay,.
                    • #11 Collapse

                      Yes dear, ap nyn yeh be suna ho ga k jaldi ka kam sheetan ka, aur sheetan ka kam koi be thk ni hota. Es liey dear kabi be forex main jald bazi main koi be trade na lagien kun k ho sakta hy k voh jald bazi main lagaie gae trade apko buht zyda loss dy jaiey aur phir bad main ap pahctao, to us say behtr hy k relx ho kar soch samjh kar har angel say ho kar phir trade lagao phir ap internally be satisfy hon gay k ap nyn jo kam kia thk kia tah.
                      • #12 Collapse

                        yes dear is main koi shak nai hay k jub ham kisi bhi kaam main jaldi kartay hain to hamain har haal main lose ka he samna karna parta hay for example ham kisi car ki driving kar rahay hain aur hamain bahut sari jaldi hay to zahir hay k ham kisi k sath accedient he karaingay same isi tarha forex ka business hay k ham jub bhi chayengay k ham jaldi say forex main earning kar lain to ham isi jaldi main lose ka samna hoga.
                        • #13 Collapse

                          han g ap theek kaha he ke jald bazi me hamesha loss hi hota he to hamen chahye ke ham jald bazi na kia karen jitna ham sakoon se kam karen ge utna hui hamare liye sahi hoga warna to zahir si bat he ke loss pe loss ata rahe ga hamen
                          • #14 Collapse

                            jo bee jald bazi kerta hai us ko forex mien loss he hota hai es lye hamain forex mien loss say bachny k jald bazi na kerni chhaye or haer bar market ko dakh ker trade open kerna chahye or jab hum es mien aa ker theek trading ker lainto humes mien successfull traders ki list mien bee shamil ho sakty hien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g ap ny blkl sahi kaha k hum tension aur jald baazi main lost kar dety hain jub bhi hum trade karain to blkl at meenan sy karain aur forex ko zyada bsy zyada tym dein ta k hum is k bary main achi tarha sy samajh jaye aur hum tub hi kamyab hun gy jab hum is main mehnat kary gy
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X