Money Management Ki Value
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management Ki Value
    Forex trading main money management ki ahmiyat had say ziada zaroori hay laikin badkismati say ziada tar traders esko follow nahi karty jis ki waja say chand dino main he apna capital zaya kar lety hay agar hum chahty hay keh forex trading main earning karty rahy to humay esmain money management theak say karni chahiye tab he acha profit bna sakty hay esmain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualykum dear ap nyn jo bat ki hy buht he zabardast bat ki hy. Dear actually hota yeh hy k jab hum log lalach main aa jaty hyn to phir kam khrab hota hy. Phir hum log apny oper be control ni kar paty aur phir hamari money management ki bat he koi ni hoti es liey humin nuqsan hota hy. Halank humin cahiey k target set karyn apni money k related aur phir us pay kam karyn.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Wahajpk پيغام ديکھيے
      Forex trading main money management ki ahmiyat had say ziada zaroori hay laikin badkismati say ziada tar traders esko follow nahi karty jis ki waja say chand dino main he apna capital zaya kar lety hay agar hum chahty hay keh forex trading main earning karty rahy to humay esmain money management theak say karni chahiye tab he acha profit bna sakty hay esmain
      Money management trading k liye kafi value able hota hai hamen chahiye k ham always mony management se kaam len aur koi bhi trade monument k bagair open na kren agar ham apne account men money management nhi kren ge to then hamara kamyab hona bhi bahot mushkil ho jata hai isliye hamen mony management krna bahot hi zaruri hota hai
      So hamen apne account ki money management krna must hota hai ham apne account men trades ko apne balance k motabiq hi run krne se hamen faida milta hai
      • #4 Collapse

        brother forex mai sab sy ziyada jis cheez ki valu hoti hy wo ap ki money mangment hoti hy ager wo ap ny proper tareky sy ker li hy tu ap ko kabi end mai loss ka samna nahi kerna pery ga yi bahut hi zarori hy jab bi ap ko trade milti ho ap ko is bat ko lazmi sab sy pehly kerna chahiya profit tu ata rehta hy sab sy pehly ap ko apny account ky safty ki zarorat hoti hy.
        • #5 Collapse

          Dear aap ko pata hona chahiye Forex trading Mein money management ki bahut jyada video hoti hai.
          Germany money management karni ho to Hame Forex trading Main Apne instaforex bonus account ke upar lot size calculated Rakh Na Hota Hai Apne total instaforex don't say.
          Bonus account ke upar jo aap calculated lot size open Karenge toh usko kya sakte hain kya aapne money management ki hai.
          • #6 Collapse

            money management bohat zaroori cheez hay agar hum sahi say money ko manage nahi karen gay to hum market main achi trade place nahi kar sakty so humay khyal karna chahiye esmain tab he hum market main acha earn kar sakty hay esmain lalach say bhi bachna chahiye es say hum apni amount zaya kar lety hay
            • #7 Collapse

              jo traders money management kerna janty hien wo to her bar success hae hasil kerty hien or jin ko es k bary mein na pata hai wo es mien a aker sirf or sirf apna loss kerty hien es lye mien to es bary mien her bar jan ny ki try kerta hion or informations ko collect kerta hion.
              • #8 Collapse

                forex trading main amoney mangemnt ki boht valuse hoti hai q k yah aik trah se hmari safty k liye hoti hai es liye hum jis bhi lwvel main trading karen aghr tu money mangemnt nahi hai hmain tab tak proft milny k chances boht kam hoty hain tu hmain chahye k hum apni trading main money mangemnt ko sath main rakhty howe trading karen ta k hmain acha profot mil skay
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management Ki Value

                  forex mai money management kar ky mahnet sy kam karna chahey is ke market mai bohat ahmeyat hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy saily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary experience mai azafa hota hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management Ki Value

                    forex mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex trading bohat sy mumaik mai unique business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Money Management Ki Value

                      Money management is an important part in trading business but one must not get greedy and control his emotions otherwise he will be in loss he can not cover up. Greed se bachna chaye aur soch samjh k capital ko invest kerna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money Management Ki Value

                        market Mein kaam karte hai main Forex Ne kaam karte hue bahut jyada questions coface karna padta hai Log Yahan Par Aakar method ke sath learning kar rahi hai Jyada Se Jyada long time ke liye business ko manage kar rahe hain earning post time Hoti Hai Janam lete hain chuke hain marriage Kiya Ja sakta hai sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Money Management Ki Value

                          dear bro forex men money mangement aik bhot he ahm hissa hy jo log money mange ko nh smjh paty wo is mwn bhot loss kert hain isliye wo forex ko aik gambling k tor per lety hain .ya phir forex ko joaa smjhty hain .kun k wo forex ko achi trah nh smjhty hmen chye k ham forexx ko achi trah smjhen aor khas tor per money mangement ko bhi smjhen tak ham forex sy acha profit kma saken.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X