Good Advice for newbie to learn forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Aap ne thek kaha hai ke agar kisi cheez ke bare mein pata nahi to hamen kisi senior se advise leni chahiye is se hamari trading behtar ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      assalam o alaikum bhai jaam me abe forex me new member hn bhai muje is bary me intna knowledge nai ha thank you ap ne muje is se aga kiya ab ki meharbani
       
      • #33 Collapse

        agar ap aik newbie forex trader hayn and forex ko seekhna chahty hyn to is kay liye ap ko hoob mehnat kerna ho gi and ap job hi seekho gay uski demo me practice buhat zada zaruri hay taka yap khood maharat hasil ker sko
        • #34 Collapse

          newbie trader should realize that forex trading is not easy business. so..dont invest your money in live account without practice in demo account at first. demo account is the first step before going to real trade. need good skill, experience and proper knowledge to earn consistent money in forex
          • #35 Collapse

            Forex market mai trading krnay say phlay trader ko trading ki learning zroor krni chahiye or apni knowledge ki base pr phlay demo account mai prectice krni chahiye or complete knowledge k sath real account mai trading krni chahiye Trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin agr achi strategies ko use krtay huway trading ki jaye to profitable trading krnay mai kamyab ho sktay hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #36 Collapse

              Salam friends, main samjhta gun k her new Andy waley ko apney seniors set seen a chahye, kunk I in k pas experience hiota hay, ap unki advice aur secrets set apni field mein kaamyabui pa saktey hain, main is four forum pe new hun, mujhy ap senior s ki help chahye hay,
              • #37 Collapse

                new bies ko learning k saaath saath demo pe practice zaroor kare aor apne experience main izaafa karna chaye
                • #38 Collapse

                  g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading busienss men success hasil krny ky liy knowledge or experience ka hona boht zarori hy knowledge or experience kamyabi ki key hy knowledge or experience hoga to easily trade kr ky boht acha profit earn kr sakty hen ap ko demo account pr practice krna bhi boht zarori hy
                  • #39 Collapse

                    dear forex mai new members k liye kafi mehnat karne hoti hai kiu k forex mai humay pehle apni learning karni hoti hai then us k baad he hum trading mai success kar sakte hai trading skill humari daily basis per practice karne per he hasil hosakti hai jis say hum kafi ache say set hosakte hai and aik kamyaab trader ban pate hai
                    • #40 Collapse

                      assalamu alaikum dear ge ha jab tak ham forex trading me hard work nahi karee ge ham is business see koee earning nahi kar saktee is leye ham ko is business ka expert bana ho ga or is business ko samaj na ho ga jab hi ham is business me successfull ho saktee hai
                      • #41 Collapse

                        is sa hamay booohat faida hota hai ya bohat acha kam hai forex jitna prophat hamay koi ni da sakta hamay forex pa kam karna chahea ya pehla asa kam hai jo yhmamy rato rat ameer kar data hai
                        • #42 Collapse

                          Yes jo trader forex pe new joining karty han un k lye meri advised ye hai k un k pas forex trading k bary me bhot sara knowledge hona chaye us k pas kafi information bhe honi chaye kafi experience k bad wo forex join kary
                          • #43 Collapse

                            saalaaaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin app ko ismein saber se kaam karna chahyia aur laaluch se bachna chahyia
                            • #44 Collapse

                              Newbie kay liay ager forex main koi good work hy to wo hy learning q kay newbies jub join hotay hain to barray barray dreams sath latay hain aor aatay hi hi on ki ye koshish hoti hy keh hum trading main jaldy main hi bahot sara nafa aik sath kama lain Lakin onhain ye pata nahain hota kay ye onka learning period hy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mairi to newbie k lye yehi advice hai k wo forex trading ko proper way sy marekt analysis kar k karen aur kabhi b trading karty waqt lalach na karen kyu k lalach trading mai loss karwa sakta hai. isky elawa newbie ko money management karna b seekhna chahiye taky wo maximum earning kar saky aur loss sy b bach saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X