Emotions strong trading aasaan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions strong trading aasaan
    Dear members aap trading mein apnay emotions ko jitna control mein rakhain gay utni hi achi aap ki trading ho gi kyun kay jab aap khud pae control nahin rakhtay tou aap achay trades kabhi nahin laga saktay kyun kay agar aap fed up ho jatay hain tou aap ghalt decision latay hain jis sae aap ki trade ghalt lagti hai aur aap ko loss hota hai iss lye emotions ko control karna bahut zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ham jitna bhi apny emotional ko countrol my rakhty hy utna hi ham ko kamyabi hoti hy ham utna hi zeada kamyab ho sgty hy ham ko kamyab hony my hhot taime lgta hy pr ham kanyab ho jaty hy pr hamny aony emotional o countriol my rakhna hota hy phr tab ham kamyab hoty hy agr ham aony emotional ko sahi sy countrol my nai rakh sgty hy to ham kamyab naia ho sgty hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      emotions pe control karna bohat zaroori hota hay trading asaan tabhi hogi tabhi best hogi jab aap achi tarah khud pe control kro gay estarah jab loss hga aap fed up htay hain ess cheez se bachnay kay liye planning trades karain emotional ho kar greedy na banay apnay trading method ko kharab na karain just achay analysis achi strategy pe focus karna sab se eham hay
      • #4 Collapse

        Dear friend agar ap k imotion strng aur mazbit hain ti ap trading main asani say orofet hasel kar sakty hain yeh ap k imotion par depend karta hy as leye lzmi hy apnyimotion ko strong banain
        • #5 Collapse

          hanji bhai app ki theek hai maib bhe iss say agree karta houn forex main agar app apny emotion ko strong kar laity hain tu app ko utna he trading karna asan hoti hai kyon k emotion ki bohut ziada importance hoti hai forex mainiss leay app ko yee par kabu rakhna chahieay aur forex main sabar k sath kam karna chaheay phir he app iss main success ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Forex trading castaway aap Agar emotions ko control Mein again 2 aap Kisi bhi phone ke nuksan se padh sakte hain 4 song emotions Mishor trading Ki Nishani Hai isliye koshish Karenge Apne analysis auditions pe Savitribai Academy
            • #7 Collapse

              Trading main emotions par control rakhna bohat eham hota hai jab bhi ap trade karain us main emotional na ho sometimes aisa hota hai kay loss hony par traders as a revenge trade karty hai aur is tara mazeed loss kar dety hain ye wrong hai trading main hmesha apnay emotions ko qabu main rakhain jab ap k emotion strong hon gay tab ap achi trading kar paen gay.
              • #8 Collapse

                forex market ma him logo ko apny emotion ko control krna chaya wrna hmra account wash bi ho skta ha
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  forex trading mien emotions ko control kerna bhut zarori hai ager hum forex mien aa ker apny emotions ko control na ker sakain gay to hamain e smien yeh ho k hum es miena a ker loss mien apni trade ko close ker dian gay jis say hamain loss bee ho sakta hai es lye emotions per control kerna bhut zayada zarori hai.
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul theek kaha apne hamain apne emotions py control rakhna chahiye orr ache decission lene chahiye trading ky liye tab hi hum behter trade karsakte hainn orr jazbaat mai liye hue decission hamain mushkil mai daal dete hain orr iss se hamain guraiz krna chahiye..
                    • #11 Collapse

                      Forex mein agar aap kay apnay emotions per control acha hai tou aap forex mein bahut acha kaam kar saktay hain aur iss kay lye zaroori hai kay aap apni greed ko bhi control mein rakhain forex mein kamyabi kay lye aap kay emotions jitnay strong hoon gay aap forex mein utni zayada taraqee kar saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein emotion strongly control kerny perty hein tabhi aap forex trading mein kamyab ho sakty hein,new trader khushi mein apny emotions pe control nahi rakhty aur mushkil mein par jaty hein jiski waja se loss kerty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions strong trading aasaan

                          agar hum trading kay darmyan emotions ko lay aye gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty humay chahiye keh fresh mind kay sath he kam karen tab he humari trading achi ho sakti hay aur market main safe bhi tab he reh sakty hay jab hum fresh mind kay sath kam karen gay es business main
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions strong trading aasaan

                            Strong emotions ka matlab hy k hamaray dil pr dimagh ka mukammal control hy , trading mn calculation chalti hy or yeh sara mind work hy ic mn ham apnay dil ki nahi maan sakty , for example agar aap ko bohot profit hua hy or product apni record satah per pohach chki hy tou hamen apnay emotions per qaaboo rakhna chahye, ic say aap ko trading aasaan hoti nazar aye gi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X