Dear members aap trading mein apnay emotions ko jitna control mein rakhain gay utni hi achi aap ki trading ho gi kyun kay jab aap khud pae control nahin rakhtay tou aap achay trades kabhi nahin laga saktay kyun kay agar aap fed up ho jatay hain tou aap ghalt decision latay hain jis sae aap ki trade ghalt lagti hai aur aap ko loss hota hai iss lye emotions ko control karna bahut zaroori hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим