Forex trading main tension bilkul nahi lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main tension bilkul nahi lain
    Dear forex number forex ek boht ziyada critical business hai yeh hum sirf is surat mein karna chahiye jab hum mentally tor per bilkul free hoon aur bilkul fresh ho kyunki yeh business bakaida tor par tension create karta hai jiski wajah se hum aksar tense ho jate hain aur hamari mental health kharab hone ka khatra hota hai isliye hame chahiye ki bilkul cool mind ke sath is business ko karrin ta kay is business karte huye hum isko enjoy karin na koi tension increase ho jaye..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki bat bilkul drust hai. Is business ko karny k lye mind ko bilkul relax bona chahye tense mind k sath agar trade karo gay to kabi b fyda nahin ho ga balkay nuqsan he ho ga. Agar ap kisi qisam ki tension men hon to behatar ye hai k trade k qareev na jaen. Trade karny se pehly mind ko cool karen phir trade karen
    • #3 Collapse

      Yeh tension hi hoti hai jo hamara kam kharab ker deti hai agar aik trade main loss ho bhi jaey tou next trade main achy profit ko umeed rakhni chahiay ky agar ap aik loss per tension lain gy tou ap kabhi forex trading sy earning nehi ker sakain gy
      • #4 Collapse

        Dear m b ap ke bt ca agree ho ya jo forex ka busines hai as ko krny ka lea apny mind ko relex krna chay as ka bd as busienss ko krna chay agr ap ksi ten m hai to to phr ap trade ka qareb b na jain agr ap ka mind fresh hi to phr ap ja ke trade laga do ar js ca ap ko profit b mly ga as lea trade ko lagny ca ka ap mind ka fresh hona zarori hai.
        • #5 Collapse

          G bikul theak jab b ham forex par trading kary bilkul relex ho ke mind ap ka us waqt bilkul fresh ho or tension me bilkul na ho to ap pheir trading kary or agr ap tension me ha or trading kr rhay he to phir ap ko loss he ho ga or profit nahi ho ga es liye tension me kabi b trading na kary
          • #6 Collapse

            Tentiin kiai bhi kam my nai lyno chiya kio k ham jab tention lyty hy to ham ko phr bhot zeada mind my mojh bnta hy jai ki waja sy ya hamy smjh hi nai ati hy is liya ham ki tention ki waja sy kam nai krna chiya ham ko bilkol tention freee ho k kam krna chiya to ham bhot jald our bhot achy sy kamyab ho sgty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Haha mairy khyal main aap tension na lainy ka mashwara khud ko dy rahy hain q k dunya ka her shakhs ye dalasa sirf khud ko dy sakta hy q k jb loss hota hy to tension to hoti hy haan tension thori kam lia karain ye khoobsoorat mashwara hy
              • #8 Collapse

                Forex market mai tension lain say ap kamyabi nahi hasil kr sakty. Forex market mai ap es waqqat trade kray jab ap ka mind fresh ho tou ap ka trading style bhe best ho gy aur ap ki earning bhe zada ho gy,. Fresh mind aur market kay analysis say ap market mai best trade kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex ma tension lay k kam mat kary humy chaya k hum bilkul easy or mind fresh rakh k kam karna chaya agr hum tension ma kam karty han toh humy loss hi ho ga easy rrah kar kam karna Chaya
                  • #10 Collapse

                    bhai tentsion to bahot hota he q ke markeet jab loss me hota he to bahut tentsion hota he lekin ap ne bhi sahi kaah he ke tentsion nhe leni chaye q jo hona hota he wo to hota hi rahe ga to q tentsion len ham
                    • #11 Collapse

                      g ap ny blkl sahi farmaya hai hum us waqt achi tarha sy trad nahi kar sakty jab tak hum stress free na ho jaye matlb k hum us waqt hum trade na karain jab hum kisi soch ya pareshani main hun in halat main humary bhai buhat hi lost kar det hain hum jab bhi kam karain to hum blkl free aur mantally fit hun
                      • #12 Collapse

                        Ji bilkul bht acha point choose kia app ne forex aik bht complicated business hy is ki bht tention hoti hy lekin trafing main kamyaab hone k lie zaroori hy k hum bilkul tention free ho ker kaam krain or kisi bhi tarhan se trading ki tention ko sar per sawar na krain tention main a ker app ka loss hi ho ga is lie tention ko aik traf chor ker trading krain
                        • #13 Collapse

                          Dear friend agar hamen forex main kameyab honna hy to hum gab bhi trading karen bena tention k karen forex trading main tention ki koy gongash nahi hy as say hum ak achay trader kabhi nahi ban pain gay
                          • #14 Collapse

                            Yes dear apki bat bilkul theek hai. Forex aik boht mind using business hai jis me market k sth hmara mind b chalta hai or hm new conditions se mutalik sochty hain. Islye ye boht zarori hai k hm cool mind k sath trading start karn taky market ki movement or sudden change k waqt smjhdari se apne orders ko control kar saken. Is lye tension se bachna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai blkul sahi forex fourm me tension lene ki koi bhi zarurat nahi kun ke hoga wahi jo hona he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X