huge money/low money
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    huge money/low money
    i think that huge money means low risk?
    low money is high risk?
    what is your opinion please share...........:confused::confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G huge money aur low money main difference ye hy kay huge money say hamara account safe rehta hy aur ham bari lot laga k achi earning kar sagtay hyn aur small money say na to ham bari lot lga sagtay hyn aur na koe khas earning kar sagtay hyn.
    • #3 Collapse

      bhai jaan mere khyal se hme loss se drna nai chahiye.wese aisa nahi hai ye to sirf aap ki trade pay depend ker raha hota hai kh aap kis volum se trade ker rahay hain ap k pass kitna free margin hai kh jis se app risk ko count ker saktay hain.hme mehant se kam krna chahiye
      • #4 Collapse

        yeah right ziada money py ziada risk hota h yakinann..
        pr ab ye b nhn k ap loss sy hi darty raho
        so ap ko loss nhn hoga so profit kesy hoga
        so khud py trust kr k agy barhna chahiye
        • #5 Collapse

          apka sawal hi apka jawab he huge money se ap acha profit miljayga or jab km money peer apko risk zada uthana prega but ek trha he km capital trading bhi profitable hoti he kyun usme apko zada los nhi hota he.
          • #6 Collapse

            my dear aisa khuch nai hai ye to app par depend karta hai.kay app ki learning aur demo practice kaisi hai.aur app forex bussiness mein kaisay tarde kartey hain.my dear main kabhi bhi apni trade ko huge nai karta hoon .main apni forex mein jab bhi trade karta hoon market ko full watch karta hoon aur strong strategy aur strong analysis karta hoon aur Allah ka shukar hai meri har trade successfull profitable hoti hai.i like it very much insta forex online home bussiness
            • #7 Collapse

              Mairay khial main to low risk ya high risk trader kay knowldge per depend krta hay agar trader kay pass achha knowldge nahiho ga to huge amount bhi loss say nahi bcha skti.ap apna focus knowldge per rkhain gay to risk km ho ga.
              • #8 Collapse

                ham bari lot laga k achi earning kar sagtay hyn aur small money say na to ham bari lot lga sagtay hyn aur na koe khas earning kar sagtay hyn.asa masla nai hai asal main huge money ka matlab hai huge risk aur low money ka matlab hai kam risk jaisa ay jitne zeyada paiso ki trading karen gaye
                • #9 Collapse

                  No it is not true low money mean you have to suffer low try and in big money connect you can love writer probability according to your lofty undergo and skills and rules and discipline to get success.
                  • #10 Collapse

                    haan aap bikul sahi bol rahe hai forex mai jis ka bhi capital kaam hota hai ous ko trading kerne mai mushkil hote hai.ous ke waja ye hai ke forex mai trading kerna itna easy nahi hota low capital ke sath risk bhi high ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      yes right mere bhai agar aap ke paas huge ammount means investment hogi toh aap ko loss kam hone ka khatra hoga or woh tab hoga jab aap lot kam use karoge kyon ke ye laazmi nahi ke aap ke paas huge balance hai or aap bohot zyada lot laga kar trading karoge toh aap loss nahi hoga nai ye ghalat baat hogi, huge ammount main aap ko lot humesha kam use karna hoga mere bhai
                      • #12 Collapse

                        ni actual me huge money means huge risk q k jb hum invest zayada karaingay aur in case loss hua to sari investment waste hogi na isilye huge risk aur low money means low risk q k jb hum money hi kam lagaingay to in case loss hua to kam loss hoga aur profit hua to wo bhi kam hoga.........
                        • #13 Collapse

                          Assalam o aLaikum.. No brother mere khayal may jitna zyada capital aap invest kerte hain utna risky hota hy aapke liye k ager loss ho to bara loss hota hy, kam investment pe loss ho to kam he loss hota hy,, huge money investment experienced log he ker sakte hain..
                          • #14 Collapse

                            No dear aysa kuch nae hay ager ham proper planing kay sath chal rahy hoty han to money effect nae karti hay no matter what amount we have in our account risk to ham py and hamari analysis ki perfection pay depend karta hy na kay money pay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Money huge ho ya low....risk us waqt tk kum nahi hota jb tk ap ki plannings achi na hn.... ap ne skills aur abilities sahi way main use na ki ho.... sahi trha se analysis na kiya ho....agar ye sb na ho tu risk high hota hai...aur agar in sb cheezo k sath trade ki ho tu risk kum hojata hai.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X