Keep patience and no greed is the key

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Keep patience and no greed is the key
    Forex k mere tamam dosto ap k knowledge me ye baat zaror honi chahiey k acha trader ban ne k liey patience show kerna bohat zarori hai kiun k sometime koi trade boht lambhi ho jati hai is liey jitna patience ho ga utna ziada faida ho ga aur greed se door rehna chahiey kiun k greed insan ki bari dushman hoti hai is se zaror bachna chahiey.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai practice karty rehna chaey ais se ye faida hai k hum ko experince hota rehta hai aor hum ais market mai expert ban jaty hai beshak demo par kaam karty rahy magar ais market se touch mai rahy ais se hum ko loss ni ho ga aor faida ho ga.
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat theek hay m forex trading main agar ap kamiab hona cahte hain tou us k liay ap ko greed se hamesha door rehna cahiay kisi kisam ki koi lalach nai karni cahiay tab hi apnis main kamiab ho sakte hain aur koi bhi trade open karne k bad sabar se kam lain kisi kisam ki koi jald bazi nai karain agar trade lga kar ap ko kuch din wait bhi karna pare ap karain koi lalach nai karain
      • #4 Collapse

        G janab trading mai ap ko patioence rkhna chahyay or greed nai krna chahyay bcz gereed ap ko bht hi nuksaan ponchati hy agar ap greed sy bachy rahy gy tu ap ko bht kuch hasil ho skta hy is forum main or profit bhi gain krty rhy gy yaha ap.
        • #5 Collapse

          G Han dear forex market mn patience sy trading krny ki bahut ziada ahmyat hai bagair patience sy ap kbi forex market kamyab ni ho sukty as liay hamsha patience sy trade kren lakin hamsha yad rakhen greed sy avoid krna bhe bahut zaruri hai
          • #6 Collapse

            Bhat bar kaha ka hamain discipline se trade lgni or lalich nahi krna jab hmain ek din main acha profit mil jata hat to bas ud din koi or trade matvlagsye jid se nuksan ho ga ro ka ek target devkrain or phr month ka agar ek tasalsul se nae chalain ga or lalich krain ga jo profit hasill kea us ka sath investment be dhob jaye g.
            • #7 Collapse

              You are right hame forex me trading k Duran patient rakna chahiye to he ham es me kamyab ho sakty he or AGR ham lalach karty he to phir hame loss he ho ga or lalach ke waja sy ham es me kabi b kamyab nahi ho sakty
              • #8 Collapse

                Patience trading main bohat zyada zarori hai jab bhi ap trade karain patience say kam lain achi tara analysis karny kay bad he trade lagaen aur jab trade running par ho to patience rakhain us ko complete run honay dain jald bazi main aa kar koe faisla na karain aur jitna ho saky greed say bachain lalach ap ko loss ki taraf lay jata hai greedy ban kar loss na karain aur hmesha sabar say kam lain.
                • #9 Collapse

                  Thanks to everyone k ap ne bohat achi baaten discuss ken mere sath jo k mere liey bohat useful hain me in pe amal pera hone ki try kerti rahon gi jab tak success nu miil jati.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Keep patience and no greed is the key

                    agar hum sbar kay sath kam karen gay to he humari trading achi ho sakti hay es business main kabhi bhi jald bazi ka muzahira na karen kyun keh jald bazi kay sath humari trading achi nahi hoti humay rules ko mady nazar rakhty huway trade karni chahiye esi main he humay faida hota hay tab he safe earning bhi kar sakty hay esmain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Keep patience and no greed is the key

                      G ap ki baat theak hy k hum ko trading MA jab trade open kr lety hain to patients say kam lena chay q k hota Asa he hy k hum trade open karty hain to wait karna parta hy k humary haq MA aay aur faida ho. Aur agr greed karin gay aur patients say kam nai lain gay to hum ko zayda chance hoty k loss ho as ley greed say avoid he karna cahy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Keep patience and no greed is the key

                        forex mai hamy patience ko mady nazer rah ky greed ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Keep patience and no greed is the key

                          yes dear ap ki bat thk hai hmai saber k sath market main beth kar order lgana chaheya aur kbhi ap ko confusing market main trade nahi lgani chaheay jab ap ka confidence level ijazat day tu tab ap ko trade karni chaheay otherwise hold rehna acha sabit ho sakta hai kyon k ap loss say bach jaty hain aik galt trade lainy say.
                          • #14 Collapse

                            Re: Keep patience and no greed is the key

                            forex mai hamy greed ko avoid kar ky patience ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex mai greed hamara sub sy bara dusman hain forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Keep patience and no greed is the key

                              ap nay bilkul sahi kaha hai,discipline, patience are a must for all condition when we get learning and practicing or trading at real account and this is the key to get success at this business besides the traders have good knowledge,yehi kamyabi ka rasta hai
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X