Money management kyun zaroori hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kyun zaroori hay?
    Agar hum money management nahi karen gay to es trha humay market main loss ka ziada chance hota hay es chance ko humay kam say kam karna hota hay tab he hum trading main safe reh paty hay jab esmain money management ka khass khyal karty hay aur market main acha earn tab he hota hay money management achi kar kay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend forex trading mai money management pe bohat zor diya jata hai q k forex trading mai market analysis k baad jo sab se important hai wo account management hai. Aur money management k liye best option yehi hai k choti loot pe trade Karen. Aur at a time 2~3 trade se ziada trade na lagain. Q k agar ap in baton ka khayal nai rakhain gy to account wash bhi ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      me aik professional trader hun or 11 sal se trade me hun es poray arsa me aik cheez ki bari ehmiyat rahi hy money managment , while trade ager ap money managment nhi krty to ap k place kiye uwe orders apko bohat nuksan de skty hain money managment k zariye ap loss se bach skty hain ye be ad zarori hay healthy trading k liye....
      • #4 Collapse

        Money managment is liyay zarori hy ky ap ko is mai kafi kuch hasil ho sakta hy agar ap ko money managment ka pata nai hy tu pairs ko full sense sy acroos nai kar skty ho so zarori hy money earn kry or benifit hasil kary.
        • #5 Collapse

          money management kay mutaabik trading na karna mei bohat nuksaan hay trader emotional hojata hay aur barri volume mei trades karay gay chotay traders kay liye barra volume nahe trade karna chaiye aik plan rakhain kay aap ko apni investment ka kitna hissa ki trades aap ne karni hain then aap achi tarah success hogay..
          • #6 Collapse

            Ji bilkul app ne sahi kaha hy humain forex main money management ki bht zaroorat hoti hy money management k bagair hum kabhi bhi achi trading nahi ker saktay jab hum apni balance equity k mutabiq money management kertay hain to hi hum achay trader ban saktay hain money management achi trading k lie bht zaroori hy
            • #7 Collapse

              money mangement es liey zaroori hay keh agar hum esko theak say manage nahi karen gay to hum esmain regular profit earn nahi kar sakty so humay chahiye keh esmain theak say focus karen kyun keh focus kar kay humay market kay bary main andaz ho jata hay keh market main kaisay trade say earning kaisy ki ja sakti hay
              • #8 Collapse

                han g money managment zroori hai apko pata ho k kab trade karni hai or kitny loss ya profit par close karni hai kitna bonus ho to kitni trading karni hai or profit ki surat me kitna profit withdraw karna hai or kitna nahi karna.
                • #9 Collapse

                  Money manage karna bohat laazmi hai agar money manage nahi kroge to loss main chale jaoge aur account end main empty hojayega to iss lye money ko trading main jab laga rahe ho to ye dihan kro ke peeche backup main kuch amount rakhi hai aap ne agr in case trade se loss hota bhi hai to ye backup recovery krne ke lye humen kaam ayega to har cheez ki management bohat zaroori hai life main and business main in cheezon ka specially main role hai management is must.
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management kyun zaroori hay?

                    forex aik online business hain hum is mai kam karty hain to hamy munafa milta hain hamy ache learning hasial kar ky acdhe money management kar ky market ky rules ko follow karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik legal business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management kyun zaroori hay?

                      G bahi jan ager ap money management nahi karyn gay to ap loss ka vhakr main per jiyn gye or ager loss hota raha to ap ko trading ka koi faida nahi hai isi liye ap ko chaiye ka jab bhi trade kar rhay hon to TP ka sath he stop loss ka bhi istamal karna chiye is say loss ka chance bahoot kaam hota hai...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X