Indicators ka sahi say use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka sahi say use
    agar hum indicators ki theak traha say setting kar kay enko use karen gay tab he humay market kay bary main ziada achy say guide line mil sakti hay eski setting karna humay zaroor seekhna chahiye kyun keh eskay bgair indicators say hum theak result nahi lay sakty hum market say profit ki bijaye loss bhi kar sakty hay es waja say
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend mai apki bat se agree karta hun k forex trading mai market ko analyzes karny k liye har ik trader ki alug stradegy aur planning hoti hai jisse wo indicators laga k market ka ruhjaan daikhty hain phir is lihaaz se apne plan ko excute kar k achi earning Karty hain. Forex trading mai market ko analyzes karny mai indicators bohat helpful hoty hain.
    • #3 Collapse

      Indicators ki sahi say setting kay baad he enka use humary liey faidamand hota hay kyun keh bina sahi setting kay hum esmain sahi trade nahi lay sakty agar humay enki setting kay bary main nahi pata to humay zaroor seekhna chahiye kyun keh seekh kar he humay pata chalta hay keh market main kaisy profit bna sakty hay
      • #4 Collapse

        hanji dear app nay achi post ki hai indicator ka sahi use karny k leay sab say pehly un par practice karna bohut he zrori hota hai jab tak app aik indicator par kam say kam 6 month ki practice naeh karty tab tak app usko achi tra say nahe samjh sakty iss leay un ko achi tra say samjh kar kam karna chaheay kyon k indicator sab theek hoty hain bas fark sirf hamri learning main hota hai.
        • #5 Collapse

          agar hum sahi say indicator ko use karen gay tab he hum market main achy chances ko pehchan sakty hay aur un ko daikhty huwa market main trade bhi kar sakty hay es liey humay chahiye keh enki theak say setting karna seekhy tab he hum regularly esmain profit bnaty reh sakty hay aur kamyab ho sakty hay
          • #6 Collapse

            Ap ne sahi kaha hai k. Jab hum shuroo mein demo per practice kerein to hamei usy achy se seekhna chaye. Indicates ka sahi istamal seekhna chaye. Un ki setting kis tarah kerni chaye. Ager hum mukhtalif kisam k indicators ka sahi istamal seekh jain ge to trading achi ho sakti hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ka sahi say use

              forex mai hamy ache learning hasial kar ky indicators ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy lakin hamy in pary 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota yai aik international business hain

              اب آن لائن

              Working...
              X