education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    education
    my dear friends him logo ko forex ma ktni education honi chaya ta ky him logo ko fida ho sky or him logo ko acha profit ho skty education ki requirement kaya honi chaya forex ky leya
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
    my dear friends him logo ko forex ma ktni education honi chaya ta ky him logo ko fida ho sky or him logo ko acha profit ho skty education ki requirement kaya honi chaya forex ky leya
    Assalamu Alaikum bhaijaan photos stating experience Hasil karne ke liye sourasky education hazoori Hai Kyunki without education aapko Maloom Nahi chalta ke aap ko kaise trading karna Hota Hai
    • #3 Collapse

      G bilkul theak hamey pass education hona buhat zarori ha AGR hamary pass education nahi ha to hamary pass es ko samajna buhat mushikl ha
      • #4 Collapse

        Forex trading ki education hona laazmi hai agar aap ek forex trader ho ya forum memmber kyun ke agar aap ko trading krni hai to uss ke lye yaqeenan ap ke pas trading knowledge hona zaroori hai and agr aap forum posting kr rhe ho to uss ke lye bhi ap ke pas thori knowledge hona zaroori hai and rest of the education ap ko yahan forum se haasil hoti hai to education is must in trading and ap ke pas uss k baad practical session bhi hai demo account and live ke surat main to further preoceeding aap un pe kr sakte ho.
        • #5 Collapse

          Dear brother forex tradi g main yeh lazmi nahi k hamary taleem ketni hy aur agar kam hy to hum firex main kam nahi kar sakty as main taleem ki klh pabandi nahk ap lekhna parhna ganty ho to ap forex main kam kar saktyho
          • #6 Collapse

            Dear forex tdading businesski yehi quaite hay k agar humare pass zada education nai bhi hay hum tab bhi is main ache trader ban sakte hain bas humare pass forex se releted tamma education honi cahiat take hum achi aur profitable trading kar sakain kiu k forex main ap k pass trading se related knowledge boht ehmiat rakhti hay
            • #7 Collapse

              Forex business me education ki ehmeyat bahot hi zeyda es waja se hoti hay key trading ka ye matlab nahi key buying selling order hi place karen ya take profit stop loss ko use karna hota hay, trading ka matlab ye hay key every type ki news par nazar rakni hoti hay jes ka relation aur effect Forex market par ho sakta hay aur ye trader key without education key baghir mumken hi nahi hay.
              • #8 Collapse

                janab ap ko education har chex ky liyay hasil karna hoti hy chahy forex trading q na ho is mai ap ko sab sy phly trading ki well known experience knowledge ho ga tu agy bhar sktay hy is mai ap ko kafi kuch seekhna hota hain.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
                  my dear friends him logo ko forex ma ktni education honi chaya ta ky him logo ko fida ho sky or him logo ko acha profit ho skty education ki requirement kaya honi chaya forex ky leya
                  Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Ek bahut critical business hai agar aap isko learn karna chahte hain to aapko Kisi Ki education Hassan ka naam bahut jyada Jaroori Hai Kyo Kisi Ko samajh Nahi Sakte education Hasil karna bahut Zaroori Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Education is the most powerful weapon whih can change the world... education hona lazmi hai forex me warna hawa me teer marny se kuch nai milega... yahan educated person ziyada profit earn krta hai... without education apk pass knowledge nai hogi to kese trading ki jaegi
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein education ager achi ho best hai. Mary khayal mein to ager matric pass ho to bhi chal jai ga. Masla ye hai ap market aur trading ko kitna samajhty hain. Ager aik trader trading mein acha experience aur knowledge gain ker leta hai to wo aik well educated lakin kam experience waly banday ko pechy chor jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading kay liye education ka hona boht zaroori hai agar hamarey pass education nahi hai to na hum is ko samajh saktay hain aur na hi trading kar saktay hain,mere khayal say forex trading mein intermediate education lazmi ho tah kay forex trading ko easily samjha ja sakay,is tarah hum acha profit kama saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          G friend ap bilkul thk kah rahy han k hamary pas education hona bohat zarori ha agr humary pas education ni ha toh humy forex samjny ma mushkil ni ho gi is lea humy chaya k hum pahly education hasil kary phr forex ko join kary
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business ko Karne k liye koi khas education ya zaroorat nhi hoti kiok forex trading business ko Karne k liye learning knewledge aur experience ki zaroorat hy jo k hum kam education se bhi hasil kar saktay han forex trading business ko Karne k liye ap k pas itni education ho k ap ko English aati ho js se forex trading business ko samjh sakhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friends Forex meae trading ke liye Kisi education Ki Zaroorat Nahi Hoti iske liye sirf Samay Forex trading ko samajhna zaroori hai isme Hum basics knowledge kya hota hai woh main samajh na chahiye aur Forex trading ki Paytm kya hai woh main Samay nahi chahiyethik hai Swami Forex trading ke liye Galaxy degree ki aur certificate ki jarurat Nahi Aatehaan Yeh Hai Ke Hame Iske baare mein study karna bahut zaroori hai Takia movie trailer Gaye uspe analysis kar sakte hai thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X