Do not very happy with profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Nahi bhai jee mein apki bat se itefaq nahi karta q k jab hum profit kartay hain to hum khush na hun to profit ka kia faida bulkay jub hum profit kartay hain to humain khush hona chahiye aur ayinda bhi profit karnay ka soochna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Bhai jaan jaha tak mera khayaal jab profit hota hai to sab ko hi khushi hoti magar esa nahi hona chayye ke hum had se ziyada hi khush ho jaye jis ke chakker me hum apna profit bhi loss kar dain.....
      • #93 Collapse

        ap ny bilkul sai kha hy k profit k sath zyadh khush nai hona chahiy aur next rade k lit thora time lena chahiy q k yeh insaan ki nfsiat hy k jb ap profit earn krty hein to ap ka next decision zyadh tr wrong hota hy ess liy ap k liy eyh best hy k profit earn krein aur us ko withdraw krien aur phr again trade krien ess sy ap ki money bi save ho jay gi.
        • #94 Collapse

          Yes dear ap ne thhek kaha hai . Hamein profit gain karnay ke baad apnay mind ko fresh kar lena chaiye or next trade ke liye or careful ho jana chaiye . Ta kay next bhi profit hi ho loss na ho ...........
          • #95 Collapse

            ye such hy ky profit par bhot ziyada khosh nahi hona chahye or ye nahi sochna chaye ky ab main ake acha trader ban gya hu ku ky ye chez insan ko loss ki tarf ly jati hy jab ap ky lander over confidence aye ga tab ap loss karo gae
            • #96 Collapse

              dear friend jee han without profit k koi be happy nai hota han humy kosish karni chaiya aur mehanat karni chaiya profit earning ke ayur mehanat karni chaiya learning karni chaiya peachay nai hathna chaiya so keep hard work and make profit
              • #97 Collapse

                trading hamesha soch samajh kr krni chahiay. jeet ka nasha boht bura hota hai aur insan ghalti kr bethta hai lihaza planning k sath boht soch samajh kr har bar trading karain
                • #98 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abbas512 پيغام ديکھيے
                  yes dear ma b new trader ko ye batana pasand karo ga k agar ap ko starting ma forex trading ma profit ho jye tu happy hona ki koi zarorat nai apni learning or practice ko jari rakhna kiunk jita experience increase ho ga utni earning.
                  Jee bhai jaan sahi baat hai hume profit aane par had se ziyada khush nahi hona chayye hume aur bhi mehnat karni chayye taake hum forex me achi trading kar saken......
                   
                  • #99 Collapse

                    profit se khosh hona chaye happy hona chaye agr ap ne technice ke help se profit hasal kya he to fr ap ko khosh hona chaye aor agr ap ne toka laga kr profit kamaya he to fr ap ko happy waqae he nahe hona chaye or es ke bajy ap ko forex ko samjna chaye os ky bad work krna chaye
                    • #100 Collapse

                      gi haan app apni trading se bht khush ho skte hain jb aap ko profit hota ha to aap ko aur zaida business krne ko dil krta ha aur aap ka businesss aap ke liye bht faidemand hoti ha.
                      • #101 Collapse

                        Yes sometime when i profit we are very glad it is doing nothing Forex is very easy business and profitable many people in the world forex there main business when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so trade rule condition
                        • #102 Collapse

                          yes , Forex is a one kinds trdaingvmarekt taht in vberys erious conditios of the ttading marekt . i think that Forex is a market an d thsi amrekt an dthsi nmarket no can gam eof thsi amrket.
                          • #103 Collapse

                            forex mai loss or profit sath sath hai agar ap ko profit hojaye tho bi apny emotion ko control kary ziyatha happy na hojaye kiu agar ap ko kal loss hojathy hai tho ap sad hojangy jis ka effect ap ky trading par hosaktha hai so control your emotion.
                            • #104 Collapse

                              I agree with you that do not become very happy with the profit kun k paisa to aan ajna hy is liye agar aapko acha sa profit mil jaye to kush hony k bajae humko shukar ada karna chahiye aur apna kaam jaari rakhna chahiye aur apna bisnuss chalu karna chahiye taaky mustaqbil me bhi aap itna hi ya isse acha profit kama sako
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                ji me apki baat se aadha agree kerta hu kyuke profit milne pe banda khush to hota hi hai haan ye kahe ke lalach nahi kerna chahiye kyuke lalach hi bande ko merwata hai.ager experience zyada nahi to risk kams e kam lena chahiye aur jese jese experience badhta jaye to badi investment bi kerni chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X