Forex knowlege honay kay bawjood amal na karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex knowlege honay kay bawjood amal na karna
    Dear forex trading ka knowledge honay ka bawjood jab ham trading kartay hain.
    Or knowledge honay kay bawjood strategies per sahe entry point ka use nahi kartay or market main ham trading kartay hain.
    To hamain hamesha say stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
    Or money management ko follow karain.
    Laikin ham nahi kartay.
    Or market hamain aik din loss day jati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear forex trading ka knowledge honay ka bawjood jab ham trading kartay hain.
    Or knowledge honay kay bawjood strategies per sahe entry point ka use nahi kartay or market main ham trading kartay hain.
    To hamain hamesha say stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
    Or money management ko follow karain.
    Laikin ham nahi kartay.
    Or market hamain aik din loss day jati hai.
    Hamari sab se barri mistake bhi yahi hai k ham forex ka knowledge hote huye bhi iss pe amal nhi krte hain aur issi mistake ki waja se hi hamara loss hota hai
    Agar hamen kissi seniors se knowledge milta hai ya ham jo knowledge pak forum se le rhe hain to hamen iss pe amal bhi krna zaruri hota hai ham tabhi trading men kamyab ho pate hain
    • #3 Collapse

      g bilkul mai ny daikha hy kai log aisa kerty hy ky un ko her cheez ki knowledge hoti hy lakin wo amal nahi kert hy un ko mai ik bara hi asan sa nuskha bata hun ky wo apni bar bar hony wali mistake ko ik paper py likh ker rakh ly apny samny taky jab bi wo trade lagay wo un ky samny ho tu is terha wo ani mistake ko bar bar kerny sy bach jay gy.
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ki bat theek hai .
        Hamain chiay kay ham jab forex trading karain to hamain apnay annaylisis bilkul mukamal rakhnay chiay .
        Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham forex market main trading karain.
        Hamain chiay hota hota hai kay .
        Ham jab forex market main trading karain to hamesha stop loss or take profit limit lagana chiay .
        Or market main jab knowledge or experience ho to us kay bad bhi agar ham trading main mistakes kartay hain to hamain kafi losses ho saktay hain.
        • #5 Collapse

          Yes bilkull aksar loss ki wjha ye he hoti hy experience hony k bawjood skills hony k bawjood aur yahan tak k limit malom hony k bawjood bhi hum jub sl aur tp ka use ni karty to loss he hona hy na humein is bat ka khass khyal rakhna chahiye
          welcome to pak forum
          • #6 Collapse

            bhai aap ki bat thek hai Koch members k pass forex ka Acha experience hota hai tb bhi woh thek trah Sy os ko use nahi kr paty is k waja yah hai k on k pass conference nahi hota or on ko loss ka Dar lga rahta hai jb tk on k dil man Dar rhy ga woh thek sy trading nahi kr skty or na he achi trah apny experience ko use kr skty hain
            • #7 Collapse

              G Han bhai ap ki bat sahe hai k kuch trader a st hoty hain jin k pass trading knowledge hota hai lakin us knowledge ko utilized ni kr paty ya us knowledge py amal ni krty tu asy trader kbi bhe forex mn kamyab ni hoty wo apna time he waste kr rahy hoty hain
              • #8 Collapse

                Ya hamari bhot hi bri galti hoti hy k ham apny lam my anal nai krty hy ham ko pta hota hy k hamny ya galti ki to ham ko loss ho jaye ga pr pgr b ham apna losss krty rehty hy jab ham ko lgta hy k ham ya kr agty hy without los ko flow kr k to who galat sabit hota hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  G dear ap nyn jo bat ki hy asal main bilkul aysa he hota hy jo k hamry liey loss ka baihs banta hy. Es liey dear jab be kabi trade lagany lagy to tukka ni lagana cahiey balky jo authentic analsis hon un pay amal karna cahiey baqi ab yeh ap ki strategy main hy k ap stop loss ya take profit lago ya ni lagao. Baqi TP and SL ka apna faida hy jo k har kisi ko pata hy.
                  • #10 Collapse

                    bohat say traders aisa he karty hay keh market kay bary main knowledge hota hay but market main trade us trha nahi karty es liye he kamyabi nahi milti agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay chahiye keh knowledge ka sahi use karty huway he trading karen tab he humari trading achi ho sakti hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      apki bat sahi hai or main bhi apki bat se agree karta hun forex trading main loss hony ki kbhi kbhi market ko achnak moving bhi hoti hai q k hmain pata nahi hota hai or kisi bari news ki wjah se market achnak gir jati hai yah k up chli jati hai jis se hmain loss ho jata hai tu main apki bat se bhi sehmat hun laken hmain apni trading main en sub points par achi trha analyse karty howe trading karni chahye yah bhi lazmi amal hain forex main

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X