Forex market main volatile market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main volatile market
    Dear hamain forex trading main high volatile market main trading nahi karna chiay.
    Aap ko pata hona chiay kay jab bhi hamm trading karain.
    Or market main kisi kisam ki liquidity ki kami hoti hai.
    To hamain chiay kay us waqat trading ya to direction main karain.
    Ya phir market say exit ho jain. Slow move one side bot zada khatranak hoti hai.
    Kiun kay is time liquidity ki kami ho jati hai.
    Ay example daikhain high volatile market ki.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamain forex market main high volatile market conditions main trade nahi karna chiay.
    Kiun kay is waqat aap market main trade bilkul bhi nahi kar saktay aap ko pata hona chiay.
    Kay jab bhi aap trading kartay hain.
    To aap ko hamesha say normal trend trading karni chiay .
    Support resistance area ko follow karnay wali market ko tradevkarain .is tara aap ka bonus account save rahay ga.
    • #3 Collapse

      bilkul theek kaha hy ap ny sir market mai ajab bi ap ko chance mily ap ko tabhi trade lagani chaiya bajay is ky ky her time ap market mai buy ya sell kerty rahy koshish yi kery hy jab ap ko zaberdast kisam ka chance mily tabhi trade lagay or yi bat ky market mai jab bi volatile ho tarde na lagy tu yi bat theek hy daikha jay tu ap ka pny invest ko khud hi apny hato sy zaiya kerty hy jo ky galt bat hy jab ap ko pata hi nahi hy tu kiyo gail trade lagaty hy.
      • #4 Collapse

        Dear apni trade ko kabi b kisi time k lye limit mat karen. Market jesi b chal rahi ho har waqt trade k lye tayyar rahen. Apny knowledge per tawajjo karen aur har tarah k halat men market ko analyse karny ki salahyat apny ap men peda karen.
        • #5 Collapse

          forex market main agar hum sahi say time dai kar seekh kar trading karen gay to humari trading skill bohat achi hoti hay aur hum market main khoob mehnat karnay kay baad he achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay esmain market ki tezi ko bhi daikhna chahiye kyun keh esmain jo movement hoti hay esko analysis karnay main he faida hota hay
          • #6 Collapse

            g han apki bat shai hai or main bhi apki bat se sehamt krta hun forex trading main hmain hgh voltile main kbhi trading nahi karni chahye q k es se apko loss k chances boht barh jaty hain or account wash hny ka bhi khtra boht hoata hai es liye market ki condition aghr ayse hai tu lbhi bhi tading na kren jis se apko loss face karna parhy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main jub market voltle main hoti hai tab hmain market k trend ki confermtion nahi hoti hai or jub tak hmain market ki confermtion nahi hoti hum tab tak es main achi trading nahi kar skty hain es liye hmaina yse sort e hal main trading nahi karni chahye jis se hmain loss ho or yah votile ki qism main trading se loss hota hai yakini

              اب آن لائن

              Working...
              X