Forex ko chorna....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading aik aisa business hay keh es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain jab aik banda join kar leta hay to esko chorta nahi humay chahiye keh esko sahi say seekhain tab he achi earning kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main aghr koi joining karta hai tu soy chahye k wo full poaky irady se joining kary or yah mind bna kar forex main ay k es main loss bhi yakini hai or profot bhi yakini hai or ayse he sort e hal main rahty howe un ko business karna parhta hai jo k just profot k liye he aty hain wo kbhi bhi tik kar trading nahi kar paty hain
      • #18 Collapse

        forex trading main jo trador still loss ko face karty hain wohi es ko chorny k faisala karty hain jub dosry trador ko loss bhi face karty hain sath un ko profot bhi hota hai tu wo kbhi bhi es ko chorny ka faisala nahi karty hain tu kiya yah bahtr nahi hai k forx trading ki leraning ki jay or zeyda profot eran kiya jay tab he wo still forex main rahty howe trading kar skty hain
        • #19 Collapse

          forex ko chorna 1 bewakufi hain qk agar hum yaha posting karte hain hain or humhain bousn milta hain tu acha nhe hain k hum forex ko time de aagr forex ko ziyda time de gy tu zindagi main forex say hum bhot kuch hasil kar skte hain forex k liye lazmi hain k hum forex main loss ko smajhy k kis waja say forex main loss ho jata hain hum say forex online asa work hain k yaha aap apne dream pura kar skte hain par usk liye lazmi hain mehnat
          • #20 Collapse

            Dear forex ko chorna boht mushkil hai es iye mai ap se kahon ga k es ko learning k bad start karo ta k ap ko takleef naho q k apnhn chor pao gy ye at addcition ki tarha ap ko lag jaye ga es liye ap ko mehatn k sath kam karo aur mehnat k sath apni life ko enjoy karne k abre mai socho os k liye na sirf ap ko mehant karni ho gii bal k acha enjoy karna ho ga apni life ko...
            • #21 Collapse

              Re: Forex ko chorna....

              hum jO bhe bussiness hum shuru krtaii haii us mein hmain nuqsan bhe hOta hai aur faida bhe pr kabhii bhe nuqsaan k dar k ya agar ziada humara nuqsan hOjai usse mayoss nhee hOna chaiyaiii....aur forex ko nhee chorna chaiayii...blkaii apnai nuqsan se sekh k agai brhnaa chaiayii..aur kabhi bhe is kaam ko chorna nhe chaiyaii q k yeh ak bhht he acha aur profitable business hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex ko chorna....

                Brother Forex Trading aik online risky business hay es main mostly new trader without experience kay real account main trading start kartay hain jes say wo heavy loss kar kay forex ko chor detay hian. So loss say buchnay and regular earning kay liay real account main trading start karnay say pehlay demo account main es ki practice kar kay experience hasal karna zaroori hay. es kay baad low volume ki trade with big capital say lagani chahayie.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ko chorna....

                  Boss ap ny theek baat ki h k aksar log forex mien new aty hien phir jab un ko as mien loss hota h tu wo as ko chor dety hien wo as lyee s ko chor dety hien k un k pass as mien kaam kerny ka experience na ota h aur un k pass as mien acha trader ban ni khasosyat hoti hien mager mien tu as ko kabi b na chora ga aur mien as mien her dafa koshesh ker kamaee b karo ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex ko chorna....

                    g bro ap ki baat theek ha asa boht sa new trader hota hain jo is ko join kr to lata hain but kuch dino mein is ko chor daita hain so mara kahyal sa un ko asa ni krna chaiya pahli baat ager join kia ha to hardwork kr kuch earn krin ni to is ko join hi na krin ta ka ap ka time waste hona sa bach jaye.time guzra wapis ni ata ha so hum time ki bhi qadar krni chiya.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex ko chorna....

                      Forex market ko chorna boht mushkil hota hay. forex market ko wohi chor saktay hay jo forex say kuch hasil nahi ker saktay aur un ko nazar a raha hota hay kay wo abi forex main mazeed reh ker loss hi karen gay wo sirf logo ka profit dekh ker aur un say impress ho ker market main atay hain sirf profit ki greed ki wajah say wo loss ker kay phir forex ko chor detay hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X