News spikes in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News spikes in forex
    Dear hamain forex market main news spikes kay uper bilkul bhi trade open nahi karna chiay.
    Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham forex.
    Market main trading kartay hain to hamain apnay Annaylisis bilkul achay rakhnay partay hain.
    Or forex trading main trades karnay kay liay hamai bn long term trading karni parti hai.
    News spikes trading say hamain bachna chiay hamainnnews spikes trading minutes main account wash kar daiti hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ny bari hi achi knowledge share ki hy mujy is bat ki ilam nahi tha waqi yi spike ky bary mai suna tha ky yi bari hi khaternak cheez hoti hy ager tu ap ko is bary mai nahi pata tu lazmi ap ko loss ka chance ziyada hota hy jis waja sy ap market ko achi terha watch mai rekhna chaiya tabhi ap ko asani ho gi trade mai or profit banay mai.
    • #3 Collapse

      Forex market main news spikes kay uper bhi trade nahi karna chiay.
      Kiun kay is tara hamara sara ka sara balance wipe out ho jata hai.
      Hamain chiay kay ham jab bhi trading karain hamain apnay annaylisis achay rakhnay chiay.
      Or hamain kisi bhi kisam ki news trading say bachna chiay.
      • #4 Collapse

        jab bee kio news ani hoti hai to hum us waqt kio bee trade open na karian or jab hum dakhy k news aa gi hai or market ka trend bee clear ai to hum side per trade open ker sakty hien jis say hum bhut kaka sakty hien.
        • #5 Collapse

          News spikes ka waqai bohat khatarnak chez is se bachny ki koshish ki jaye. Q k is men market bohat tezi k sath move karti hai. Aur market ko samajhna bohat mushkil ho jata hai. Aesi situation men aksar loss ka samna karna parta hai
          • #6 Collapse

            app nay bohut he achi post ki hai mujhy is bat ka pehly nahe pata tha ab pata chl gea hai app daily koi na koi asi post kia karain jiss say logon ko bohut ziada knowlege aur experince mily ga aur wo bhe loss sy bach sakain gay aur new time trading say faida utha sakin gay.
            • #7 Collapse

              Nice sir g kafi achi knowledge hy ap ny jo share ki hu kiyon k news spike per malom ni hota k markit kis traf aur kitna fastly move kary gi esi surat mein waiting karna lazmi hy warna ap ny to aik minut kaha mein kehta hon k 50 seconds sy bhi pehly account wash ho sagta hu
              welcome to pak forum
              • #8 Collapse

                agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main news ko follow kiey bgair trading nahi karni chahiye kyun keh news kay time main market main bohat tezi start ho jati hay aur humay es cheez ko mady nazar rakhty huway he trading karni chahiye tab he humari trading achi ho skti hay
                • #9 Collapse

                  forex trading main hmain har os metod ko avoide karna chahye q k hmain os se loss hota hai or jesy k ap ny batay hai k hmain spikes main kbhi trading nahi karni chahye q k ayse main loss hony k chances zeyad hoty hain or hum apni trading main ayse moethod ko avoide karna chahye or jis se profot ho osko use karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Dear mai agar sach bataon tu muje in cheezon k bare mai pata he nhn hai mai apni trading ko boht he simple aur asaan karna chahta hon jab b trading karta hon sath sath thori thori trading kar k apni life ko aur behtar bana leta hon os se meri trading aur achi ho jati hai aur mai apni life ko mazeed behtar earning k sath start kar deta hon...
                    • #11 Collapse

                      G janab forex mai news ka bht fect hota hy agar ap news ky bagair kam karty ho tu ap ko koi faida nahi hy ap ko is buissness mai har mamly mai anylisis karna chahyay taky ap ka knwoeldge or expeirnce best ho saky or ap better kam kar sako is mai sy.
                      • #12 Collapse

                        forex trading main spikes ki news forex main boht asar nadaz hoti hai es liye hmain apni trading os time main nahi karni chahye jub market main spikes news hun q k es main loss hony k chances boht hoty hain or har trador ko loss ho skta hai tu ayse sort e hal main kbi bhi market main enty na len jis se apko loss hony k chances hon safe trading k liye arket ki safe situaions ko follow karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: News spikes in forex

                          forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy inhy daily dahkna chahey hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X