Important news ko ignore karna kitna nuqsaan deh ho sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important news ko ignore karna kitna nuqsaan deh ho sakta hai
    Important news ko ignore karna kafe ziyada nuqsaan deh ho sakta hai q k agar apko toore be experience ho forex market k bare mai tu apko maloom hoga k important news ka market par kitna impact hota hai jab be koi important economic news expected ho tu pehlay he say market mai kafe uncertainty daike jate hai aor jab out hoti hai tu market osko follow zaror karta hai so esko must follow karna chaheye apko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear i agree woth you koyon k kai bar kai trader esa karty hein k news ko ignor ignor aur ignor karty jaty hein jiss k natijy mein account wash hota hy bus aik news markit ki sari movement ko change kar deti hy
    welcome to pak forum
    • #3 Collapse

      ye baat apnay mind mei rakhain kay news bohat eham hoti hain maximum market news pe chalti hay aur bohat si asi news bhi hoti hay jo aik bohat barra asar bhi market pe karti hain jab market bohat zyada fast hojati hay volatile high news ka effect horaha hota hay intehaai nuksaan ho sakta hay aap ki trade mei agar news ko ignore karo gay...
      • #4 Collapse

        Dear aapko forex market main important news Kohinoor nahi karna chahiye.
        Jab aap forex market main important news ignore karte hain toh aap ko pata hona chahiye ki market me trading karte hue aap ko Apne analyses achi rakhne padte Hain.
        MH aayega Jab Hum trading Kare Toh Hame forex market Mein strong analysis karne chahiye uske baad Hame trading Karni chahiye market mein news economic calendar ki news, Kisi Surat bhi ek noor nahi karna chahiye Hamari rate of the huge amount of losses Ka Shikar ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          dear mai tu kehta hun ky ager tu ap ko news trading nai ati hy tu ap ko kabi bi news ky time mai trade nahi lagani chahiya w8 kerna chaiya jab news ky any ki waja sy market ki halchal ruk jay tabhi ap market mai in hun laikn ager fundamental ko samjhty hun tu phy ap ko chahiya ky ap ko news time mai trade ly lyni chaiya.
          • #6 Collapse

            Dear baat ya hay har bussniss ka apna aak tareqa kar hota hay baaz cheezain aasai hoti hain jo aak bussniss per positive effect karti hain aur baaz per negtive effect karti hain issi tarha instaforex trading jo k aak bhot he different tarha ka bussniss hay iss main aksar hum k news k baray main bataya jata hay k jis sa markit main bhot zayada up and down aata hay news ki forex trading main bhot important hay
            • #7 Collapse

              News market kay liye bohat effective hoti hain jis time par news ho us time trade nahi karni chahiye kiyun kay us time par market apny trend par nahi balky news kay effect par move kar rahi hoti hai so us doran trade karna khud nuksan uthany kay barabar hota hai is liye news ko kabi ignore na karain aur new kay doran trade karnay say avoid karain.
              • #8 Collapse

                g bhai ap ne bilkul thek kaha hai ham ko big news ko kabhi bhi ignore nhi karna chahye ham agr market ko analyse karty hain to aik big news ap k analyse ko bhi tehas nehas kar sakti hai es lye hamisha market ko study karny k sath sath ham ko big news ko bhi study karna chahye or unko follow karna chahye warna ham kafi nuqsan ka samna kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  forex market main bohat sari news bhi ati hay agar hum en news ko follow karty hway trading karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business main news kay time par ziada mohtat ho kar achi trading kar sakty hay agar hum aisay nahi karen gay to market main achi earning nahi kar sakty
                  • #10 Collapse

                    forex trading main news ki boht ahmiyta hai q k hum news ko chek karty he market ki sorte hal par trading karty hain or jub hum zarori news ko ignor kar dety hain tu hmain apni trading main paka loss ho jata hai tu hmain news k hisab se apni trading ko set karna chahye jis se hmain acha profot mily na k hmain loss ho es liye news ko chek karty rahna chahe q k bari changing k bad moving yakini hoti hai market ki
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G bilkul ap ne theek bat ki hai. important news ka Market ki movement se kafi relation hai or us k any se pehly hi market me uske against movement daikhi ja sakti ha.Me ne to note kia hai k agr bad news any hai to market pehly Up jati hai or agr Positive news ani hoti hai to mrekt Down jati hai phir news k wqt ulat chalne lag jati hai.So..hmen fundamental analysis ko b important daini chaye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X