Aik new user k liye trade ka behtreen tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik new user k liye trade ka behtreen tarika
    jub aik new user forex main trade k liye ata hai to wo nahi janta k kia karna chahiye forex trade aik best tarika hy business k liye lekin new user k liye official account use nahi karna chahiye wo sub sy pehly demo account use kary ta k wo trade aur markrtr k bary main jaan saky jis sy us ko agy chal kar buhat faida hoga is sy wo aik acha trade start kar sakta hy new user ko trade main buhat mushkilein aati hy jin sy wo aaga nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Demo account best way hai forex bussiness ka experince lenay k liye new log jub 6.7 month demo account pay work kartay hain market k ups and downs sy agah hotay hain tou demo account sy unko zadda experince hota hai agr ap forex main trading karnay main expert hona chatay hain tou first ap demo account pay seekhain then ap real trading main work karain ta k ap trading main benefit earn karain..
    • #3 Collapse

      jo bhi new trader forex ko join karta hay experience nahe hota skills hoti he nahe hain tarika kaar he yahi best hota hay pehle wo demo account ko join karay
      demo account se start le ga practice 2 se 3 months karay ga interest of learning kay saath tou tabhi wo achi tarah se kamyab hoga
      uskay bad wo real pe ay tab jaa ka real trading start karay jab uss ko trading ki samjah ajay..
      • #4 Collapse

        Forex market mein jo new user hota hai uske liye best Tarika ji hai ke woh forex market Mein Jab trading Kiya Kare Toh usse Pata hona chahiye ke woh forex market Mein Kitna amount of trading kar raha hai aap ko pata hona chahiye ki Jab forex market me trading karte.
        New juicer ko chahiye ki sirf aur sirf currency exchange market ke upar trading kare.
        Aur jitne bhi new users Hai Unhe demo account ke upar Pehle practise karna chahiye uske baad unko chahiye ke woh Apne bonus account ke upar trading karne ke tarike se Kafi acha amount Mein Mil Jayega aur forex market Mein accha income bhi Hasil ho jayega.
        • #5 Collapse

          dear ager koi bi new user ata hy tu us ko lazmi is bat ko sab sy pehly khiyal kerna chahiya ky kiya wo is ki achi terha learning ker ky hi is market mai in ho or us ky bad jab wo is ko sahi terha seekh ly tu apni koi bi stretgy bana ker is ko demo py achi terha practice kary tabhi us ko achi terha ilam ho jay ga forex ka phr real mai ay tu kamyabi mily gi.
          • #6 Collapse

            forex mien ager ap new user hien or ap es mien aa ker kam ker earnig bee kerna chahty hien to ap ko es mien aa ker yeh kerna hai k ap demo account sirf or sirf experience hasl kerny k lye use karian jab ap nay demo per practce ker lya to ap ko es mien aa ker kam kerny mien kio bee problem na ho gi.
             
            • #7 Collapse

              dekho g new user ke liye ye bihtreen trading he ke wo demo ka use kare to wo tareeka acharahe ga nhe to kisi senior bhai se mashwra le to yebhi ek acha tareeka hota he
              • #8 Collapse

                aik new user k lye jo ap nay tareqa bataya hai wo best hai q k jo bee bew user ata hai us ko market ka na pata hota hai es lye jab wo es mien aa ker kam kerta hai to es mien aa ker sab say pahly demo account use kary or es k bad jab es nay sab kuch seekh lena hai to wo es mien aa ker earning bee ker sakta hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Bilkul ap ny kafi informative thread create ki hy kiyon k aksar jo new ata hy minimum 1 sal to lagta hy forex trading ki information hasil karny mein mere khyal sy new trader ko pak forum posting karni chahiye bonus bhi bnana chahiye aur knowledge bhi leni chahiye demo per practice bhi karni chahiye jub malom ho k ab mein real per trad kar sagta hon tub ja k bonus per best trad bhi kary aur profit bhi lay jaye
                  welcome to pak forum
                  • #10 Collapse

                    g ap ne bilkul thek kaha hai ham jab new user hoty hain to ham ko forex k bary me koi illam nhi hota to kam ham kasy kar sakty hain es ko shoro karny k lye pahly thori practice karna boht zarori hota hai us k lye forex ki tarf se hamary lye aik demo account jase saholat di gai hai jis par ham practice kar sakty hain or us k bad ham apny real account par kam karny k tariky ka andaza laga sakty hain lakin phir bhi ham ko market ko analyse karna sekhna hoga jab tak ham market ko analyse nhi karty ham kabi bhi forex k real account me work nhi kar sakty rahi bat demo account ki to demo account ka market se koi link nhi hota wo just practice k lye use hota hia
                    • #11 Collapse

                      Ji dear bulkul sahi kaha aap ne ek new user ke liye trade starting main kaafi mushkil hoti hai iss lye hum logo ko chaye ke sab se pehel trading ki knowledge hasil kren us ke baad demo account ke zarye apni trading experience skills ko create karen and hard work karen jitni ziada hard work hogi utna ziada faida hoga and market analysis se touch main rehna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Ap NY bilkul theak kha jab ham new trad
                         
                        • #13 Collapse

                          Ap NY bikul theak kha jab ham new trader hoty he to hame es fourm k bary me pta nahi hota to hame San sy phely es ka knowledge layna chahiye or jab ham trading kary to real account par karny sy phely hame demo account par practice karni chahiye
                           
                          • #14 Collapse

                            Dear brother forex trading main go new trader hoty hain on ko chahye k woh realy acount par trading na karen bal k woh pahly demo par practes kar lain as k bad hi real trading karen
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G aik bahtreen user ky liyay tarde ka tareeka yay hy ky usy bahtreen knowledge hona chahyay agr us ko knowledge nai ho ga tu woh bahtreen trading ky liyay apny ap ko imporvee nahi kar paiy ga so imporvment honi chahyay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X