100 micro lots ketne standard lot k barabr hote hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100 micro lots ketne standard lot k barabr hote hai
    100 micro lot 1 standard lot k barabr hote hai ya agar es tarha kaha jae k 1 standard lot 100 micro lots k barabr hote hai tu same rahega trade lagate waqt ye trader par depend karta hai k wo kitne lot size select karta hai basically micro lots aksar wo log ziyada tar select karte hai jenke pas investment kaam hu account mai aor standard lot wo select karte hai jenki account mai balance kafe ziyada ho
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    100 micro lot 1 standard lot k barabr hote hai ya agar es tarha kaha jae k 1 standard lot 100 micro lots k barabr hote hai tu same rahega trade lagate waqt ye trader par depend karta hai k wo kitne lot size select karta hai basically micro lots aksar wo log ziyada tar select karte hai jenke pas investment kaam hu account mai aor standard lot wo select karte hai jenki account mai balance kafe ziyada ho
    Yes Brother aap ne lots k bare men kafi achi explain ki hai hamen pta hona chahiye k ham apne account pe kiss lot ko use kr khe hain aue hamen apne account pe konsi lot ki kitni value milti hai
    Hamen in chezon ki practice krna bahot zaruri hota haibtab hi ham apne account pe achi tarah se Mony management kr kr pate hain so hamen lots k bare men knowledge rakhna chahiye
    • #3 Collapse

      Meri Chaal mein 100 micro lots 10lot k equal hota hy or ap yh SB micro and standard ko compare kr k bhi chk kro skty hyn
      • #4 Collapse

        dear ap ko chahiya ky kabi bi ap choty account py bari lots use na kary bhaly ap ko chahy jitney percent bi yaqeen kiyo na ho ky yi trade kaha tak jay gi or kitna profit dy gi ap ko hamesha money mengmnt ky sath ho use kerna chhaiya ap account ko tabhi ap kamyab reh sakty hy bary account ka yi matlb nhai hota ky ap bari lot lagao us mai ap ko lazmi trade ky hisab sy chalna cahiay.
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat thik hai forex market mein Hundred micro notes extended lot ke barabar hoti hai aap ko pata hona chahiye kya Hum Jab extended lot Lagate Hain
          . Standard lot size Hame Chahiye Hota Hai Aur Woh hota hai taqreeban 100 micro lots ke barabar.
          Jaise Hum Kya sakte hain 1.0 ka lot size a lot size Kesariya hum jo bhi jitne bhi trading karte hain Apne instaforex ke bonus account ke upar Hum a huge amount of profit or loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Bilkul sir ap ny kafi achi information share ki hy kiyon k aksar trader ko ye bhi malom ni hota k standard ya micro ya big lot kiya hoti hy ye achi information hy k 100 micro lots 1 standard lot k braber hy
            welcome to pak forum
            • #7 Collapse

              agar hum 100 micro lots lgaye gay to wo wo standard ki 10 lots ho jati hay aur humay chahiye lot size ko apny capital kay hesab say manage kar kay lgaye kyun keh es trha he hum market main achi trade kar sakty hay aur humay es business main mehnat bhi karni chahiye ta keh esmani kamyab ho saky
              • #8 Collapse

                lot size humay kabi bhi ziada use nahi karni chahiye kyun keh ziada lot size risky hoti hay aur humay apny experience ko mady nazar rakhty hwuay he lot size ko select karna chahiye aur es trha humara balance bhi safe rehta hay aur hum risk main bhi kam say kam involve hoty hay es trha he safe reh sakty hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading main lot ka hisab har trador apny capital k hisab se he set karta hai k wo kitni lot k sath trading kar skty hain lot ka basiclayy yah option hota hai k hmain invest jitna karna hai osi hisab se hum a[ny balnce ko mange karty howe lot lga dety hain jis k bad hmain profot or loss hota hai jub k lot set karny k bad hmain margin ka bhi hisab rakhna chahye ta k hum apni trading ko ange kar k trading kar skaen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X