Indicators k bajay apni abbilities pe trust kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators k bajay apni abbilities pe trust kro
    Ham agar ham trades ko indicator base bna kr trading krte hain to ham kabhi kamyab nhi ho pate hain q k koi bhi indicator aisa nhi hai jo hamen hundred percent results deta ho isliye hamen always apne experience aur apni skills pe trust krna hota hai
    Ham jab apni skills aur apni abbilities pe trust krte huye trading kren ge to ham better sekh saken ge but jab ham indicators pe trust kren ge to hamen kch hasil nhi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul bhai mai apki bat se agree karta hun k forex trading mai koi bhi indicator 100% thek nai ho sakta aur hum us indicator pe believe kar k loss kar sakty hain. Isi liye indicators pe believe karny ki bajaye khud forex trading ko seekhain knowledge hasil Karen aur phir trading Karen to loss factor kam ho jayega aur earning k chances ziada ho jayain gy.
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bilkul theek hai hame Forex trading Mein indicators ki Bajai apni MLT uske upar trust karna chahiye aapko Pata hona chahiye Ke Jab Naam forex market me trading Karte Hain Tum Hame apni abilities ke upar Pankha hona chahiye Hame chahiye ke Jaan Hum forex market me trading karte hain Hame long term trading Karni chahiye.
      Forex market Mein Hame professional tarike se ek naked candlestick chart ke upar trading Karni chahiye.
      • #4 Collapse

        dear ap ki bat theek hy hamy is bat ki koshish lazmi kerni chhaiya ky hm log khud apni koi bi asie stretagy banay jis py hm log work ker say lakin us ko hm log real mai try kerny sy pehly demo py achi terha azma ly ager tu wo theek kam kerti hytu best rahy gi ap ky liya banesbat indicator sy lakin ager ap indicator ko achi terha samjhty hy tu bo koi masla nahi chota risk ky sath ap us mai bi trade ly sakty hy.
        • #5 Collapse

          indicator aap ko 100% trades nahe detay hain inka result 100% nahe hota hay esko aap base bana kar trading nahe kar saktey hain strategy apna personal method aap ko faida de ga aap apnay experience se acha setup banaiy trading ka lakin apni abilities ko just aik indicator pe waste na karain
          just market ka guess lenay kay liye aap indicator ka use kar saktey ho..
          • #6 Collapse

            agar hum different kisam kay indicators ko use karty huway market kay trend ko jan kar kam karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es busines main humay dil lga kar tiem bhi daina chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain time theak say daina chahiye
            • #7 Collapse

              agar hum khud ki ability ko enhance karty huway kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar es business main achi earnig kar sakty hay es business main short cut bhi use nahi karna chahiye esmain ye amal theak nahi hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                indicators ko use karny k lliye kuj waqt tak es ko apny sath rakhen laken jesy he ap trading ki ability hasil kar lety hain apko chahye k ap apni trading main khud sub analsye karty howe trading karen jis k sath apko es business main kam karny ka best expiernce gain ho skta hai aghr indicators ko he select karty howwe kam kiya jay tu insan ki apni skills bhi down ho jati hai

                اب آن لائن

                Working...
                X