Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na kren
    Dear members forex trading aik business hai aor as mn loss ya profit 2no possible hain lakin hamen loss jb hota hai tu ham forex market ko blame krty hain lakin profit any py ham apna experience aor knowledge kahty hain loss ki vjha bhe hamra kam knowledge experience aor analysis hota hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    Dear members forex trading aik business hai aor as mn loss ya profit 2no possible hain lakin hamen loss jb hota hai tu ham forex market ko blame krty hain lakin profit any py ham apna experience aor knowledge kahty hain loss ki vjha bhe hamra kam knowledge experience aor analysis hota hain.
    Yes Brothar aapki baat darust hai agar hamen loss tradiing men loss ho jata hai to wo ham pe depends hota hai k ham ne kesi tradiing ki hai agar ham ne achi tradiing ki hogi to hamen uske results bhi achay hi millen ge aur agar ham ne achi tradiing nhi ki hogi to hamen loss hi hoga
    Isliye hamen apne experience ko blame krna chahiye aur koshish krni chahiye k ham apne experience k approved kren tak jab ham next time trading k liye aaye to ham better trade le saken
    • #3 Collapse

      Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai agar Hame Forex trading Mein profit loss Hota Hai Tum Hame forex market Ko Mila Nahi Karna Chahiye ya Apne broker ko bhi kisi Kisi Kaam ka nahi karna.
      Aap ko pata hona chahiye Ke Jab Naam forex market me trading Karte Hain Tum Hame Apne analysis Ke Rakhna chahiye aur Hume market Main Long term trading ke baare mein sochna chahiye Apne instaforex ke bonus account ke upar.
      Main aapko strongly recommend karta hoon Ke Humne moderator broker ke upar kabhi bhi apna ghussa nahi nikalna chahiye chahiye ke hum long term trading Kare aur acche tarike Se Acha Kare Apne instaforex ke account se.
      • #4 Collapse

        G han sir ager hamain loss ho jata hai tou ham ko apni mistakes ko dekhna chahiye na ke hum forex ko blame karen aur ise chor den blke tris again to recover your loss and control u r hyper sill in trader and trade with rrelax position and i hope u will find ur peofit soon.
        • #5 Collapse

          aap ka loss profit dono aap ki abilities pe depend karta hay blame broker ko karna forex ko bura kehna total wrong hay akhir jo barray traders profit kartay hain bohat achi earning sirf achi skills achay experience pe kay mutaabik khaasil kartay hain jab aik achay level ka experience hga ap kay pas ap perfect analysis kar kay aap best trade kro loss profit aap kay apnay haath mei hota hay forex ko blame nahe kerna chaiye
          • #6 Collapse

            agar humay market main loss ho raha hay to humay chahiye keh apni loss ki waja ko kill karen kyun keh agar hum esko aisy he lagy rahy to mazeed loss he karty jaye gay aur ye aqalmandi ki baat nahi hay es liey humay es galti ko darust karna chahiye ta keh next market main achi he earning karen aur safe rahy esmain
            • #7 Collapse

              g haan bhai ap ne bilkul theek kaha he q ke ham jab loss pe ate hen to wo bhi hamri apni galti hoti he to ham khud ko kasoor war samjhen aor is se hamen smajh me bhi aa jaye ga
              • #8 Collapse

                forex trading main loss or profot hmari pani wjah se hmain hota hai tu kbhi bhi loss k bad hmain forex ko balme nahi karna chahye k hmain loss forex ki wjah se howahai jub k hmain loss hmari apni wjah se he hota hai es liye jub bhi apko loss ho apki leraning ko increase karny ja time hota hai na k apni ability par shak karny k bajy time waste karty raehn loss se sikhna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na

                  forex aik online business hain jab hum is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na

                    forex ma jab hamy loss hota hain to hamy is mai market ko blame nahi dena chahey hum kam karty howe koi galti kar rahy hoty hain ya market ky kise rule ko ignore kar rahy hoty hain jis ke waja sy hamy loss hota hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na

                      forex main agar profit ya loss hota hain tu ye sab hamre hath man htoa hain qk forex merket apne hisab say chlti hain or forex main agar hum entry b krte hain tu koi pata nhe hota hain k merket loss main jah skti hain k profit main is liye forex ko hum kabi b blame nhe kar skte hain forex ko blame karna i thing k ye ghalat hain forex sy humhain acha khasa profit mil rha hota hain is liye ye sab hum khud learn kar k karte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na

                        forex trading ak asa busniss ha jis main apko kabi bhe lose ya profit ho sakta ha ya 2no chezna is busniss ka hisa han or jb hmy los hota ha tu hmy isk blame forex trading ko ni dena chaiya bhalky apni mistake ko improve krna chaiya taky hmy los kam sa kam ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ager hamen forex trading mn loss ya profit hota hai tu blame forex trading ko na

                          forex main ham kam karty hain or hamy is ka bonus be milta hain lakin jab ham is main kam karty howy koi be mistake karty hain to hamy loss ho jata hian hamy zada tense nahi hona chahey hamy apni har mistake ko improve kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain market ka ko blame nahi karna chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X