Trade ager loss mein ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ager loss mein ho?
    Dear members mera sawal ye hai k ager hum ne aik trade lagai hai aur wo mosalsal loss mein ja rahi hai to kiya hamein usy close ker dena chaye ya chalti rahy.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Tere ko pata hona chahiye kya ghar Humne activate open Ki Hai Woh Mushkil se loss Mein Ja Rahi Hai Humko batao na chahiye Hame Apne instaforex ke upar Kanch ko mai nahi karna chahiye.
    Agar Hamari small volume of a lot size Lagi Hui Hai To Hame trade co has kar dena chahiye aur uske ilava forex market Mein Koi Aur opportunity Talash karna chahiye.
    Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum Apne Nelson bilkul acche rakhiyo forex market Mein Jab Hum trading Kare Toh Main Long term trading ke baare mein sochna chahiye aur Market Mein Jab Bhi Kabhi Koi entry. Benne dose academy inter hona chahiye market mein.
    • #3 Collapse

      dear pehl bat tu yeh hai k app ko har order k bad stop loss lazmi lgana chaheay jiss say app ko big loss nahe hoga aur agar app ny stop loss nahe lgaya aur ap ki trade lagatar loss main ja rahi hai tu app ko wo order close kar daiana chaeay kyon k account wash hony say bach jay ga aur ju app ka belence bachy ga uss say app recovery trade lga sakin gay main tu asa he karta houn.
      • #4 Collapse

        g han sir ager ap ak trade use karte hain tou is main ap ko sab se aphle ye chahiye ke ap stop loss zror istamal karna chahiye is main ap ka account loss se mahfoz rahta hai is main ap ka account wash bhi nai hota agera ap ki koi trader loss man chali gai hai tou is main koi bhi ihm masla nai hai ap sab se pahle apni mistakes ka dekhen k ap se kya mistakes hoi hai jiss se ap ko loss ho raha hai aur sabr se kam kare aur ise recover karen.
        • #5 Collapse

          Dear ap k account management per depend karta hy k ap kiya karty ho account kiya kehta hy agar ap ka capital bardasht karta hy to lot open rehny do markit wapass lazmi aye gi aur agar ap ka account balance bardasht ni kar sagta to cut kar k opozit open karein ya ap cross lot bhi open kar k masla handell kar sagty ho
          welcome to pak forum
          • #6 Collapse

            Dear Acha Sawal Hy. Aur Haqiqat Me Trading Me Kai Dafa Aisa Wqt Atta Hy Ke Hamey Nai Smjh Me Ata Tou Hum Dosroon Se Adive Lerahe The Hain. Ke Hamrai Trade Open Hy Loss Me Jati Ja Rai Hy Hum Kis Karein Saty Karein Ke Shayd Wo Loss Se Profit Me Aye Ya Jitna Abhi Loss Dy Rai Hy Usey Close Kr Ke Woi Loss Accept Krlein Q Ke Aisa Na Ho Bd Wo Aur Loss De Ya Wash Krwaey Account Ko.
            My Advice:- Agar Apko Lgta Hy Ke Apki Trade Loss Me Ja Rai Hy -$2 Gai -$5 Gai Ya -$8 Gai Jati Ja Rai Hy Loss Me Tou Dear Apko 2 Chezein Chk Krein Ke Apke Pass Loss Hone Ke Bawajud Equity Kitni Hy Ke Agar Loss Hoga Tou Kia Account Bear Krjyga Ya Account Wash Karjayge. Agr Wash Hjyga Tou Bhtr He Yahan Order Close Kardein Agr Equity Hy Aur Apko Umeed Hy Ke Bus Is Ze Ziada Niche Nai Jyge Loss Tou Wait Krein Ke Apka Order Profit Me Aye Profit Me Nab Hi Aye Netural Hjye Then Ap Close Krein.
            Last edited by ; 17-11-2018, 10:48 AM.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              agar humay market main loss ho raha hay agar humari trade humay loss dai rahi hay to humay chahiye keh daikhy market ka konsa trend hay agar trend main he trade hay to humay wait karna chahiye sahi time par trade ko close kar daina chahiye aur eskay liey humay market par active ho kar bethna hota hay
              • #8 Collapse

                bhai aghr kisi bhi trador ki trade loss main ho tu un ko do kam karny chahye aik pahla kam tu yah hota hai k un ko chahye k wo apni trading k liye market ko daobara anlsye karen or market ko chek karen k aghr tu market reverse main any k chances hain tu trade lagi rahny den or aghr aysa nahi hai tu ap k liye yahi sahi rahat hai k ap apni trde ko close kar den kam loss k sath
                • #9 Collapse

                  G janab trade agar ap ki loss mai ja rahi ho tu ap ko paryshan nahi hona chahyay balky forex mai ap ko learning karni chahyay us mistake par ju ap kar rahy hy us par qaboo pana chahyay or usy aik taraf rkh kar aik axhi anylisis karna chahyay taky ap best trade kar saky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ager loss mein ho?

                    forex mai agar hamare tarde loss mai cale jy to hamy isy close kar dena chahey hum is mai live or sada urud mai trading karty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hainm wo is mai part time kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ager loss mein ho?

                      Pak forex trading agr loss me ho to koi bat nhi friend loss b tab hota ha jab hum pak forex trading me gatlia zayda karty ha or hum hi is loss ko kam kar sekhty ha wo is trha ky pak forex trading me itna acha kam karo achi sy achi post karo loss khud hi khtam ho jay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ager loss mein ho?

                        G brothers mein ap logoon ki baat se mutafiq hon. Trade mein hsmein koshish kerni chaye ky hum shoro se hi us ky sath stop loss laga dein.
                        Ager nahein lagaty to ager wo loss mein jati hai to bahut ziyada loss hony se behter hai ky kam loss per hi usy closs ker dein. Is treh hamary balance ko ziyada nuksaan se bachaya ja sakta hai.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X