confidence hona chaye over confidence nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence hona chaye over confidence nahi
    bhai hum dakhty hain k Jin ko hum trading k luy gide krty hain or trading business join krty hain Koch experience milny k bad woh atny over confidence ho jaty hain khod bhi betoky trade lgaty hain or apny teacher ko bhi trading tips dy rhy hoty hain bhai ya over confidence hota ha yah nuksan krta ha
    hum confidence sy trading krni chaye over confidence nahi Hona chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading mein over confidance nai chalta. Ap ki baat teek hai. K hum ager thora sa seekh jain to hum samajhty hain k hum ab bahut bary trader ban gai hai. Lakin aisi baat nai hai. Kam experience k saath over confidence merwa bhi deta hai. Is liye bhi jan conference achi cheez hai lakin over confidance nai.
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki baat bilkul theek hai forex market Mein Hame confidence hona chahiye aur Hume overconfident nahi hona chahiye aapko Pata hona chahiye kya main jabhi forex market me trading karni hai to Hame Apne Nelson bilkul Achche Lagne padte hai aur Main Long term ke liye trading karna Hoti Hai Humko batao na chahiye ki Jab Hum forex market me trading karte hain toh forex market Mein Apne Nelson Rakhe Aur Hum long term ke liye trading kare.
      • #4 Collapse

        G sir main ap ki is bat se itfaq karta hon hamain confident ho kar ttrade karni chahiye.ak trader ko loss tab hio hota hai jab over confidance ho ke trade karta hai is main main ap ko yahi kahon ga ke is main soch samaj kar trade kaeren aur i hope u will earn good profits.
        • #5 Collapse

          forex trading main confidence humary andar tab he ata hay jab humari trading practice achi hoti hay aur humary pass knowledge bhi acha hota hay es liey humay chahiye keh demo account par ziada say ziada practice karen aur khud ko confidence main rakhy na keh khud ko over confidence main kar lain
          • #6 Collapse

            Re: confidence hona chaye over confidence nahi

            bohat say trader overconfidence kay chakar main mary jaty hay mery khyal main ye aik bohat he buri cheez hay humay chahiye keh forex trading main apny confidence ko bahal karty huway trading karen aur ziada eficincy nahi marni chahiye kyun keh es trha earning kam ulta nuqsan ziada kar lety hay humay sabar say kam karna chahiye
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: confidence hona chaye over confidence nahi

              G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me confidence hona boht zarorai hai........forex me over confidence sy parhaz karna chahiya over confidence sy humy loss ho sakta hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: confidence hona chaye over confidence nahi

                forex trading business mein confidence ka hona zaroori hy aur over confidence trading k liye nuqsaan deh hy kiok agr hum confidence se trading kartay han tu achi trading kar saktay han aur agr over confidence se trading karain gay tu is se koi mistake hoti hy aur loss ho jata hy

                اب آن لائن

                Working...
                X