Learning is important in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning is important in forex
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main hamara pas knowledge aur experience ka hona bahut zrori hai aur knowledge aur experience kab aye ga jab ham learning kran ga tu pak forum ak aisa platform hai jis sa ham sab kuch seekh sakta han ap ko jo bhe problem ho ap share kran ap ko kafi solution mil jata hai forex trading ka lya learning bahut important hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main hamara pas knowledge aur experience ka hona bahut zrori hai aur knowledge aur experience kab aye ga jab ham learning kran ga tu pak forum ak aisa platform hai jis sa ham sab kuch seekh sakta han ap ko jo bhe problem ho ap share kran ap ko kafi solution mil jata hai forex trading ka lya learning bahut important hai
    Learning bahot hi zaruri hoti hai ham without learning k trading men kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain isliye hamen learning krna must hota hai ,ham jab tak market ko achi tarah se learn nhi kren gevtab tak ham professional trader ni bn sakte hain,
    Hamen chahiye k ham tradiing ka knowledge len aur daily basis pe practice kren tab hi ham trading men apni skills bna paen ge
    • #3 Collapse

      aapki baat bilkul theek hai forex market Mein Hame trading karne se pahle learning important hai.
      Forex market me trading opportunities avail karne ke liye Hame forex market me experience on Hame Hamesha sale learning Karni chahiye aapko Pata Hona Jaye Jab Hum forex market me trading karte hain kahan Main Apne analysis bilkul acche Rakhna chahiye aur hum long term ke liye trading Kar Na Sake Hum Jyada Se Jyada fayda apni instaforex ke account se.
      Forex market 1 analysis ke liye sabse best Tarika Hai Humko batao na chahiye ki hum itne acche analyses Karenge Hum Apna Jyada achha hoga.
      Learning Karni chahiye basic technical analysis karne ke tarike Hume Talaash karne chahiye market se.
      • #4 Collapse

        aik experienced user k liye to trade karna mushkil nahi hy lekin aik new user k liye bilkul hi mushkil hy q k wo na to markte k bary main janta hoga aur na hi trade k bary main aur jub tak new user basic knowledge k bighair trade kary ga to wo lost main jaye gya.
        • #5 Collapse

          Bilkul bhai thek kaha apne forex trafing ik bohat zabardast opportunity hai jisse bohat se logon me apni zindagi ko badlaa hai aur badal rahy hain. Forex trading main earring k liye learning bohat zaruri nai uske liye experts ki help lay sakty hain YouTube se seekh sakty hain google se bohat se publications mil sakti hain aur demo account pe practice kar k experiences lay sakty hain. Aur ye sab knowledge aur experience humain forex trading mai kamyaab banata hai.
          • #6 Collapse

            G Han Forex Aik Bohat Acha Online Good Business Hy Jo Sab Ke Liye Hay Ye Risky Hay Magar Best Online Business Hy. Forex Ke Learn Kara Ja Skta Hy Usey Learn Krne Ke Liye Hamrey Pass Net Hy, Demo Account Hy, Seniors Hain. Forex Par Agar Work Karna Hy Tou Meri Advice Hy Sab Ke Liye Ke Kindly Learn Karein Demo Par Work Karein Than Live Account Par Trading Ke Liye Utrein. Warna Jald Bazi Krengy Tou Ap Forex Me In Honey Ke Bad Sida Out Hjaingy Stay Ho Payega.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              Yes dosto forex main hamainsab se pehlay journal forex hai kia kis traha krty hain q krty hain ye janana hai phr us ka bray main technical terms phr hamain us ka over kia kia steps hain jin ko apna ka ham acha sekh sakty hain
              • #8 Collapse

                Yes bro learning is very nescessry in forex with out learning u will not be able to to earn good profit through learning u will get lots of experiance about forex and carry good profit in it in other forex is only depend on learning and experiance only.
                • #9 Collapse

                  forex trading mien learning ka bhut aham role ha jab mien es mien aa ker learning kerta hion to es mein aa ker mery earning k chances increase ho jaty hien or mien es mien aa ker etni earning ker leta hion k mien es mien aa ker happy ho jata hion.
                  • #10 Collapse

                    g bhai ap ne bilkul thek kaha hai ham jab bhi trading karni chahye to ham ko pahly learning kar leni chahye pahly experience hasil kar lena chahye pahly ham ko forex forum or demo account ko time dena chahye forum ka asal maksad he yahi hai k ap apni apni problems share karo apna apna experience share karo apko apni problems ka hal bhi mil jay ga or information share karny walo ki waja se unko acha bonus or read karny walo ko acha experience mil jata hai
                    • #11 Collapse

                      learning bohat zaroori cheeez hay agar hum demo account par practtice kar kay market kay bary main learn karen gay to he humari trading skill achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiye keh es business main mehant karen ta keh achi earning kar sakty es business main ye bohat zaroori cheez hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning is important in forex

                        w,salam ap theak khe rahe han forex ek bohat he acha bussines hye as me hum acha earn kr sakte han bager koyi hard work ke but as ko sekhana and achi tarha samjna ho ga hum ko agr hum as ko ak bar achi tarha se samj gaye to hum as me acha earn kr sakte han agr as me hum ko acha experience mel gaye hye to hum ko or kam ke need nahi ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning is important in forex

                          Learning bohot he zaroori hy dear forex user yeh bilkul he aisay hy jessay aap ki aankhon pe patti baandh di jaye or aap kisi traffic wali sarak be chala diya jaye , ic ka result tou sirf nuqsaan he nikalta hy na , hamen tarteeb seedhi rakhni chahye matlab k pehlay learning phir earning.
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning is important in forex

                            forex main learning ki bohat zada ehmiyat hain ham is demo account pay daily kam kar ky achi learning hasil kar sakty hain or ham i nternat pay babypips pay be leaning hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik international real or kabe be band na hony wala bohat hi bara legal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning is important in forex

                              Ap ki baat theak hai k forex market mai learning bohat zada important hai. Forex market mai jis ki learning achi ho gy tou es ki earning bhe achi ho gy. Es lye jo bhe Forex market ko jion krey tou es ki learning zada krey. Tk wo forex market mai zada earning hasil krey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X