Long term trading ka expernice

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading ka expernice
    scalping trading me ya short term ki trading me profit zeyda zaror ho sakta hay magar me samjta hon key ye professional trading nahi hay, long term market analysis karny ka expernice hasil karna chaye aur hamy long term trading karny ki practice karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well Brother hamen always long term hi trading krni chahiye ,ham jab long term trading kren ge then hi ham successful ho paen ge
    Short term tradiing se hamen profit jald ho jata hai but short term trading bahot hi risky hoti hai agar uss time hamari trade market k against challi jay to hamen kafi loss ho jata hai isliye hamen short term se behtar hai k ham long term trade hi lia kren
    • #3 Collapse

      long term trading main humay ziada din tak ka wait karna par sakta hay es liey humay chahiye keh apny experince ko mady nazar rakhty huway he trading ki selection karen kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur humay esmain sabar say time bhi daina chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading ka expernice

        agar hum experience ko enhance kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur trading hamesha apyny experience kay hesa say he karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main experience kay hesab say he trading karni chahiye tab he achi earning kar sakty hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading ka expernice

          Dear friend apki baat theek hey. Long term trading test match ki terhan hey. Jis terhan players ki skill ka pta test match main legta hey isi terhan trader ki qabliat bhi long term trading main judge hoti hey. Long term trading main patience ki zarorat perti hey aor jo trader saber nhen ker sekta usky liey yeh tention ka bais benti hey.
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading ka expernice

            g haan bhai jaan agar hamre pas as main experience hai trading kaa tu ham as main kamyab hain as k sath sath as main hamre pass as main knowledge bhi hona chahiy hai aor as main hamare pas agar knowledge hai tu ham as main kam tu kar sake gey likn ham as main se earning kamyabi se earning nahi kar sake gey as liy ham ko chhiy hai ke ham as main knowledge kee sath sath experience bhi hasil karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge aor ham ko as main ache se bhi kam karna chahiy hai aor agar ham as main kam karte hain aor ham ko chahiy hai kee ham as main bophat hi zyada as main se experience aor knowledge hasil karne ki kushsh bhi karna chahiy hai aor ham ko as main aik acha members ban kar bhi kam karna chahiy hai aior hamen as main as kee satgh sath as main mihnat bhi karna chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading ka expernice

              G Han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa ho sakta Hai magar us k liye humen koshish krni ho ge k hum ziada se ziada time demo account ko dyn kyun KY demo account aur real par markeet ki movement same he hoti Hai jab hum demo par kamyab trading krna seekh jaen ge to hmare liye real trading men loss se bcha asaan ho Jae GA aur kamyabi Hasil krna hmare liye possible ho Jae GA is liye demo par practice kren ta k forex ka acha experience hasil ho sake.
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading ka expernice

                Profit long term trading main bhi hay aur short term aur scalping main bhi profit ho jata hay. asal problem trader ko tab hota hay jab trader ka time table trading say match nahi ho pata. trader jo bhi trading ka tariqa kaar apnaata hay wo us kay apnay time table kay mutabiq hota hay. na kay trader profit ko dekh ker trading kerta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading ka expernice

                  Trading jo b ho as mien experience zaror hasil karna hota h aur jab ham as mien zyada knowledge yani zyada tajerba hasil kerte hien tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar tajerba hasil karna hota h agar ham as mien tajerba hasil kerte hienas lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko jab as mien zyada tajerba hota h tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien aur ham as mien achi kamaee ker sakte hien as lyee mien as miensakht mehnat karta hun.
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading ka expernice

                    forex aik online business hain hum is mai agar acha experience hasial karna chatey hain to hamy long term trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading ka expernice

                      long term trading karny ky liye hamara experience bohat acha hona chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik real business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading ka expernice

                        Asal Mein Forex trading Jo real trading hai wo long term trading hi hai. Jo log scalping aur 10 minute ke liye market Mein inter hote hain usme risk Jyada Lekar profit kamane ki koshish Karte Hain. Aur isme Woh Apna account wash bhi kar lete hain. Asal trading long term trading hi hoti hai. Aur Hamein scalping Ki bjae long term par focus karna chahiye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Long term trading ka expernice

                          hamy mahnet sy long term trading karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X