Forex trading main nay tajrbay mat karain har dafa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main nay tajrbay mat karain har dafa
    Dear aap ko forex market main nay tajrbay nahi karnay chiay.
    Means to say kay forex trading main aap ko har dafa strategies ko change nahi karna chiay.
    Aap ko maloom hona chiay kay strategies pe jab aap trading kartay hain.
    Har dafa Bonus account wash kar kay strategy badlnay say betar hai lot size ko badlo
    Small lot size he aap ka account save kar sakti ahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear hamain har dafa forex market main new experience nahi karnay chiay .
    Aap ko maloom hona chiay kay jab bhi ham log forex trading main apnay insta forex bonus account per account wash karnay kay bad.
    New experience kartay hain different strategies ka.
    Hamain loss hota raita hai.
    • #3 Collapse

      jee haan bhai aap ny bilkul theek kaha hai ky jo strategies hum banaty hai ya koi bhi trading plan hum banaty hai to us ko pehly sy cheek kar lana chayee likin us ko totall rad nahi kar deena chahye aor rooz rooz strategies ko change karny sy insaan kar confidence bhi develop nahin hoota
      • #4 Collapse

        Strategies badalna ka to nhi maloom but strategies agr apki sahih ho na to khabi b loss nhi karaingy. Strategies apko acha knowledge ar skills he seekhata hai. So knowledge yani learning pr ziada focus karain to kamyabi qadam zaroor chomy gi. Wish you all the best
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
          Dear aap ko forex market main nay tajrbay nahi karnay chiay.
          Means to say kay forex trading main aap ko har dafa strategies ko change nahi karna chiay.
          Aap ko maloom hona chiay kay strategies pe jab aap trading kartay hain.
          Har dafa Bonus account wash kar kay strategy badlnay say betar hai lot size ko badlo
          Small lot size he aap ka account save kar sakti ahi.
          Ji Bhai aap theek ho rahi hai hame chahiye ke hum Forex trading Mein proper planning Karke trade kare Lab Pe depend Karke yaar Tujh Pe Karke Hum Forex trading se profit nahi bana sakte hain
          • #6 Collapse

            Dear friend main apki bat se agree karta hun k stradegy bar bar change nai karni chahiye planning mai situation k hisaab se changes kiye jaa sakty hain but stradegy same rakhni chahiye. Aur chotay loot size se account management aasani se ki jaa sakti hai.
            • #7 Collapse

              forex main jo hum se kha jaye os k mutabiq kam krna chaiye forex business hamre liye acha hai is main agr menat krein gey tu success hasil ho gy hume treeqy se hum is main khabi be kabiyab nai ho sakte hein hume is main is main trading k bhre main hi bat krni chaiye
              • #8 Collapse

                Kahty Han ka hamen hamesha ko6 na ko6 Nita karty rahna chahiya q ka ko6 nya Kar na sa hamry nolieg ma hi izafa hi Hota ha magar kabhikabhi icc ma logon ko noksan bhi ho jata ha or forex ma nya tajarbat say icc ma bhi noksan ho sakta ha or kabhi kabhi agar Kismat a6i ho to fida bhi ho sakta ha
                • #9 Collapse

                  Dear brother forex tradkng main ap khud say as main nay nay tagarbay mat karen bal k as k bary main sekhen aur pher as main kam karen ta k ap ko as say faida hasel ho
                   
                  • #10 Collapse

                    Dear brother forex tradkng main ap khud say as main nay nay tagarbay mat karen bal k as k bary main sekhen aur pher as main kam karen ta k ap ko as say faida hasel ho aur kameyabi say as busnes main kameyab ho
                     
                    • #11 Collapse

                      forex

                      :1f636:Yes bro forex market main neya tajerby hune nai krne chaiye is main experience hasil krna chaiye phr trading start krni chaiye without experience py kam krein tu lose hai ur har bar is main tokey nai lagte hrin ur na hi hanra luck bar bar sath deta hai
                      • #12 Collapse

                        Dear friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hon gy Bhai ma apki baat par itifaaq karta hun agar hmein loss hua ha to hmein chahye ky achi strategies achi bnaein asa karny ky liye knowledge ka hona lazmi hai i mean to say that strategies change karny sy loss ko pura nai kiya ja sakta
                        • #13 Collapse

                          Dear ap tk kharay ha ky hm ya sochty ha ky Maya km ha to soch smj kr kay ta ky is km my nuksan Na ho or hm jb khas tor pr hm trade krty ha to market ky hasab sy kry gy to zada parayshan ni ho Gy is ley is hm sb ko is business my nay tajaby ni krni chahey q ky asa krni sy los be ho sakta ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trading main tajurbay karnay kay liye humary pass demo account ki sahulat hay na humay chahiye keh demo account par he trading ki practice karen es trha hum market main earning karna bhi seekh lety hay aur kamyab bhi aisay he hoty hay so humay esmain mehant karty rehna chahiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X