Spread kiya cheez hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread kiya cheez hay?
    mera sab say sawaal hay kay market main her market ka aik spread hota hay yeh spread kiyaa hay? fixed spread kiyaa hota hay or floating spread kissay kahaa jaata hay? trader per iss ka kiya effect hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai spread k bhre main sab jante hein narket main har currency pair k nichy spraed likha hota hai kuch currency ka zada spread hai ur kuch ka kam sab se zada spraed wali currency pair gold hai jis main spraed 60 ka hai ur sab se kam spraed wali currency eurusd hai 3 ka spraed hai
    • #3 Collapse

      Dear spread buy aor sell kay darmiyan jo price ka faraq huta hay osay spread kehtay hayn aor ye broker ka hissa huta hay dosri baat ye hay kay kuch currencies ka spread fix huta hay aor kuch ka floating spread huta hay jiska matlab ye huta hay ye market ki moving aor volatility per depend kerta hay ager volatility zeyada hu tu spread bhi barha dia jata hay aor ye khas timing ma huta hay jesay hamaray time kay mutabiq raat 12 sar 2 bajy tak ya koi aor time bhi hu sakta hay.
      • #4 Collapse

        forex trading business ki market mein currency pair mein sell aur buy mein jo fark hota hy us ko spread kaha jata hy aur kuch currency ka spread ziada hota hy aaur kuch ka kam major pair par spread kam hota hy aur fixe spread wo hota hy jo kam ya ziada nhi hota aur floating spread currency ki prices k sath kam ya ziada hota hy aur trader ziada kam spread par trading karna pasand kartay han
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main spread kam waly pairs par trade karen gay to humari trade jald he profit main aa jati hay aur humay chahiye keh market main theak say analysis kar kay he trade karen kyun keh tab humari trade humay bina chance kay trade nahi karni chahiye kyun keh es trha loss ka risk hota hay
          • #6 Collapse

            brother ham jab chart open kerain to do lines aa rahi hoti hay blue or red jo kay ask price hoti hay or aik bid price hoti hay dono main kuch points ya pips ka difference hota hay to uss difference ko spread kaha jaata hay yeh aik qsm ka broker ka comission hota hay.
            • #7 Collapse

              G janab spread yay hota hy kya p ki trading level ju hota hy woh kitna set hy so trading level ko spread kahty hy so forex mai bht si aysi chexy hy ju newbies traders ko pata nahi hy so yaha par seniours ka farz banta hy woh in new trader ko seekhaiy or polish kary.
              • #8 Collapse

                Re: Spread kiya cheez hay?

                forex mai spread be hoty hain forex mai hamy kise be analysis ya technique ko use karna ho ta hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aal world mai phla cuka hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Spread kiya cheez hay?

                  forex trading main spread hum keh sakty hay broker ki fees hoti hay jo keh har pair main trade karnay say pehlay broker humaray account say minus kar leta hay aur har pair ki different kisam ki fees hay humay chahiye keh apny experience kay hesab say he spread pairs select karen major pairs par ziada trading karni chahiye enka spread kam hota hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread kiya cheez hay?

                    forex trading main spread osko kahty hain jo hmary isi bhi currency pair main jo buy or sell hota hai os k farak ko kahty hain or yah spread apko apka broker deta hai k ap itny spread k sath apni trading kar skty hain tu aghr hum zayda spraed bhi use aren tu es k liye bhi hum achi trdaing tab kar skty ain jub hmaira expiernce acha hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread kiya cheez hay?

                      spread ko hum keh sakty hay keh ye fees hoti hay jo keh broker hum say charge karta hay har trade place karnay say pehlay aur humay chahiye keh spread ko mind main rakhy aur har pair ka spread different hota hay jo keh jab he hum trade place karty hay to broker hum say lay leta hay aur amount minus main usi waqat show hoti hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread kiya cheez hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                        mera sab say sawaal hay kay market main her market ka aik spread hota hay yeh spread kiyaa hay? fixed spread kiyaa hota hay or floating spread kissay kahaa jaata hay? trader per iss ka kiya effect hota hay?
                        Bhai her pair ki do qeemate hoti hai, ek BID aur dosri ASk, in dono qeemato mein fo farak hota hai us ko spread kahte hai. Aur ye broker ki fee hoti hai.

                        Fixed spread market ki condition ke lihaz se change nhi hai, market slow ho ya buhat ziyada volatile ye her waqt same rahte hai. Jesa Insta Forex mein jab ap trading karte hai to in ka spread fix hota hai.

                        Variable ya floating spread her waqt change hota rahta hai, matlab currency paiirs ki bid aur ask price mein farak change hota rahta hai, kabhi difference kam hota hai to kabhi bhar jata hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread kiya cheez hay?

                          Forex trading main buy aor sell k dirmiyan jo farq hota hy usay spread kehtay hain.ye spread aapko broker daita hy kush currencies ka spraed ziada hota hy aor kush ka km major currencies ka spread km hota hy fixed spread change nhn hota aor floating spread wo hy jo time to time change hota rehta hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X