Gold pe trading kren lekin dil bara rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pe trading kren lekin dil bara rakhen
    Dear ap tamam doston ko pata hona chahiey k gold trading bohat he risky trading hai is liey is me trading kerty waqt apna dil bara rakhna parta hai kiun k is ki movement aur lot size ziada honey ki waja se ya to account wash ho jata hai ya phr ziada profit hasil ho jata hai. Is liey kamzor dil waley gold pe trading se parhez kren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    really gold main trading kai liyay humay apnay dil ko bara karnay ki zaroorat hoti hai because gold aik khatarnaak metal hai aur buhat taizi say move karta hai jab koi news anay wali ho tu humay chahiyay kai pehlay gold main trading karnay say ijtanab karain aur currencies main trading karain sirf.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Eshaal پيغام ديکھيے
      Dear ap tamam doston ko pata hona chahiey k gold trading bohat he risky trading hai is liey is me trading kerty waqt apna dil bara rakhna parta hai kiun k is ki movement aur lot size ziada honey ki waja se ya to account wash ho jata hai ya phr ziada profit hasil ho jata hai. Is liey kamzor dil waley gold pe trading se parhez kren.
      Nice dear aapki baat darust hai gold pe trading bahot dangerous hoti hai isliye gold pe koi bhi trade lena sabar se kaam krna parta hai
      Gold ki pip value kafi ziada hoti hai aur jab gold ki tradr thora sa bhi hamare against jati hai tab hamen kafi fear of loss hota hai aur ham foran se trade bnd kr dete hain aur baad men wohi trade lafi down aa jati hai isliye gold pe trade lete huye penic nhi hona chahiye aur sabar aur analysis k sath trade leni hai
      • #4 Collapse

        yes dear mairay khayal say gold pay trading karnay k liye hamaray pass invest bhi ziada honi chaye aur is main hamain phir gold pay he trading karni chaye jis say hamara experience increase hoga aur hamri trading har roz pehlay ki nisbat achi hoti chali jayegi aur hamara mayare zindagi bhi behtar hota chala jayega isi liye gold pay trading zaroor karni chaye magar dil aur dimagh ko khol kar karni chaye.
        • #5 Collapse

          Yes dear aap ki baat bilkul theek hai hame Forex trading Gold ke upar trading karne chahiye aur Hame Chahiye Hota Hai ke hum Gold ke upar trading karna chahiye.
          Hame chahiye kya Hum Gold ke trending Kare lekin Hume Dil Bada Rakhna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye gold market bahut jyada movement karti hai aur Hame Apne insta Forex bonus account ke Udhar gold market ke upar huge amount of losses ho sakte hain.
          Isliye Hame small volume of lot size open Kare insta Forex ke account ke upar Gold ke upar.
          • #6 Collapse

            Apki bat bilkul drust hai k gold per trade karna bohat risky hai. Main ne gold ki trade men bohat loss kya hai. Ek dafa to mera account b wash ho chuka gold ki waja se. Ab main sirf uro/usd per he trade karta hun. Is men gold ki tarah bohat zyada profit to nahin hai lekin ye safe hai
            • #7 Collapse

              Thanks to all friends for giving me very positive comments on my post. Its very supporting to me. Issi tarah apni suggestion dene ka silsila jari rakhen ta k sab ka faida hota rahen
               
              • #8 Collapse

                G Gold par trading bht hi benifit wali trade hoti hy is mai investor bht kuch earn kar lyta hy agar us ko earning ka pata ho tu wrna bht sy new traders yaha aa kar phans jaty hy loss karwa dyty hy bina knowledge ky trade kar ky.
                • #9 Collapse

                  Agar hum gold par trade karna chahty hay to humary pass experience bhi hona chahiye aur balance bhi kyun keh agar hum experience aur balance kay sath trade karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye tab he achi earning kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold pe trading kren lekin dil bara rakhen

                    hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe hogh amount deposit kar ky gols mai trading karne chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold pe trading kren lekin dil bara rakhen

                      wa kay ee gold pay trade karna baray dil ka kaam hay , uc ki wajah yeh hai keh wa kay e dil bara rakhna parta hay kion keh jab risk aap kay galay par jata hay tou aap ko bardaasht karna parta hay ic kay ilawa koi chaara nahin hay , Gold ki trading mn hamesha 2 cheezen bari laazmi o malzoom hona chahye hay ,number one is your capital matlab aap ka sarmaya yeh bara go tou he aap gold pe trade kar saken gay, warna aik khawaab hoga yeh, No 2 aap ka dil bara hona bohot zaroori hay kion keh in mn profit and loss ki ratio zayada hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold pe trading kren lekin dil bara rakhen

                        gold mai trading karne hain to dil be bara rakhna chahey is ke forex mai bohat ahmeyat hain yai aik risky pair hain new traders ko gold mai kam nahi karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X