Confusion m trade open na kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confusion m trade open na kary
    Dears Hum forex ko jitna b time dety hain aur trading karty hain us ke out put loss ya profit ke shkal m humry samny hata a so Jb b hum trade kary Pely achi tara se us ka Anylsis kary aur agr Koi b confusion o to kbi b trade na lgay Ap ke jalbazi aur confusion Ap ke trade ko nuqsan dy skti a
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik bhot hi acha business hay laiken saat saat risky bhi bhot hay is liye pehlay trading ka mukammal knowledge aor experience hasil kerna chayi aor jab bhi trade open karay tu analysis aor news ki base per open kiya karay aor ager thori si bhi confusion hu tu bilkul trade open nhi kerna chayi kiun kay pher loss kay chances bhot barh jatay hay aor humnay profit kay liye trading kerni hay loss kay liye nhi.
    • #3 Collapse

      ap ny theek bat ki hai k ager hamain yeh conform na ho k market nay kis side per jana hai to hum es mien aa ker bhut zayada earning ker sakty hie q k jab bee hamain es mien doubt ho to hum aa ker belkul bee trade open an karian ager hum yeh kerty hien to es k loss bee ho sakta hai or kio bee trader forex mein aa ker apna loss ni kerna chahye ga.
      • #4 Collapse

        Main ap ke bat sa agree krta hon ka jab ham tention main hota han tu hamain trading nea krni chaya kiun ka tab hamara mind proper kam nea krta hai us lya hamain chaya ka tab trade kran jab ham blkul fresh hon
        • #5 Collapse

          Mystic Force Aap Ki Baat bilkul theek hai Humne Kismat confusion Mein Apni trade open nahi karni chahiye aapko Pata hona chahiye ki Jama forex market Mein doubtful Hote Hain Hum Kisi Ke some CarTrade open nahi karna.
          Kyunki doubtful market Mein Jawab trading karte hain toh aap apne instaforex kar sakte hain Raat Ko Hoga isliye complete aur perfect entry point ke upar trading.
          • #6 Collapse

            yes dear yeh forex ka aik bahut he acha pehloo hay k hamain jub koi confusion ho to hamain koi trades nai laini chaye q k us wakt hamara khayal us confusion ki wajha say upset hota hay aur ham trades ko aur trades k rools ko sahi tarha say follow nai kar sakaingay aur hamain bahut saray lose ka samna hoga jo hamary liye bilkul bhi theek na hoga isi liye hamain har haal main achay mined say he kaam karna chaye jis main ham sab ki behtri hay.
            • #7 Collapse

              g han janaab sahi keh rahay hain ap humay kbhi bhi is market main trade karnay say pehlay apnay ap ko relax rakhna hai aur mind fresh ho ga tu hi hum achay decision lai payn gay agar hum log confuse hon tu us kai andar trade karnay say behtar hain hum market say tab tak door rahay jab tak confusion dor nai ho jati.
              • #8 Collapse

                Yes dear hamain forex trading main kisi bhi confused situations main trading nahi karni chiay.
                Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain to hamain apnay annaylisis achay rakhnay chiay.
                Or jab bhi market kisi support or resistance area kay kareeb ho to hamain chiay kay ham us waqat chiay hota hai kay ham trades open karain apnay insta forex bonus account per.
                Kiun kay yehe entry points hotay hain forex market main.
                • #9 Collapse

                  ap jo bhi hain gujrat se hain boht he izzat or dil se ap ko salam karta hon us k bad ap ne jo bhi kaha hai wo bilkul thek kaha hai ham forex me tab tak kamyab he nhi ho sakty jab tak ham khud par 100% yaqeen na kar lein k ham jo kam kar rahy hain wo thek hai ya ghalt or forex me to ghalti ki koi gunjaish nhi hoti zara c mistake ham ko loss ki tarf ly jati hai es lye apna 10 percentage dena chahye
                  • #10 Collapse

                    Yes Dear ye sahi baat khi hai aap ny ky confusion main kabi b koi trade na krain ku ky app ko koi idia nhi ho raha ho ky wo buying main ja rahi hai sell main to esi halat main us trade ko chor dain kesi our par trade krain jiss main aap ko koi idia ho our us pay our work karin k jab tak app ko idia na ho jay kabi b koi kam cnfuse ho ka na krain jiss ke waja sy koi preshani ho
                    • #11 Collapse

                      G forex trading business profitable home k sathh risky bhi buht ziada hy aur profit earn karne k liye mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy aur market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading ki zaroorat hoti hy aur agr market ki samjh nhi aati aur mind mein confusion rakh kar trade open nhi karni cahaiye is se loss hi hota hy
                      • #12 Collapse

                        agar hum confusion main trade ko open karen gay to es chakar main market main hum earning nahi kar sakty ulta humay loss ka samna karna parta hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he hum market main achi earning kar sakty hay aur fresh mind kay sath he kam karna chahiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Confusion m trade open na kary

                          agar hum confuse ho kr trade place karen gay to es trha humari trade theak nahi ho sakti es liye humay chahiye keh fresh mind kay sath he trade open karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob money managemnet karty huway trading ko seekh kar kam karna chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X