Winner traders ki positive thinking unki trading pe effect karti hain!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Winner traders ki positive thinking unki trading pe effect karti hain!
    respected members
    maine ye observe keya hay best traders esliye kaamyab hotay hain unkay paas bohat achi skills aur best experience hota hay then wo apnay pe trust kartay hain apni thinking ko positive rakhtay hain
    wo achay analysis karray hain best trading plan rakhtay hain aur sochtay hain kay wo win karain gay skills ka barpur use kartay hain eslye unki soch unki trading pe effect karti hain aur wo kamyab hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
    respected members
    maine ye observe keya hay best traders esliye kaamyab hotay hain unkay paas bohat achi skills aur best experience hota hay then wo apnay pe trust kartay hain apni thinking ko positive rakhtay hain
    wo achay analysis karray hain best trading plan rakhtay hain aur sochtay hain kay wo win karain gay skills ka barpur use kartay hain eslye unki soch unki trading pe effect karti hain aur wo kamyab hotay hain.
    Positive thinking ka trading pe kafi acha impect hota hai ham jese sochte hain hamen wesa hi results milte hain isliye hamen apni soch kko better krna hai
    Agar ham forex ko rules ko follow krte huye trading krte hain to ham acha earn kr pate hain aur agar ham rules ko follow nhi krte hain to ham nagative challe jate hain jiski waja se hamare loosses k chance ziada ho jate hain
    • #3 Collapse

      Yes of course Forex trading my home jaby winning trades open Karte Hain Tu Hamari psychology ke upar depend karta hai aur winning trade samesha Hamari strategy ke upar depend karti hai.
      Karna chahiye Apne instaforex ke bahane se upar winning strategies apply Kare aap ko pata hona chahiye long term trading Karte Hain Tumhe itni jaldi nahi hota scalping strategy aisi hai scalping karne ke liye Kisi Ka Karna chahiye.
      scalping strategy se Hamein Bhi Jyada winning trades mil sakti hai.
      • #4 Collapse

        g bhai ap en bilkul thek kaha hai kamyab traders hamisha apny ap ko es kabil banany k lye boht mehnat kar k ay hoty hain or start me unko boht muskalat ka samna karna parta hai mgr jab wo experienced ho jaty hain phir unko apny upar trust ho jata hai or un k lye forex work aik routing ka hisa ban jata hai or koi muskal kam nhi lagta
        • #5 Collapse

          market Mein positive behaviour bahut matter karta hai successful traders always work hard while in the peace time I'm trading market is risky international business Honey is management of planning samajhne Ki Zaroorat Hai Jo log market ka tajiya nahi kar sakte wo log Jaate Hain aap ko is Baat Ko Samjhana zaroori hai indicators ka istemal kaafi helpful Hota Hai
          • #6 Collapse

            Yes ap nay theek kaha hai bhoot sy traders aisa hi kartay hain or main thing yehi hai k apki thinking jitnii positive hongi wo ap ki tradding pay bhoot zadda effect karti hain kuin k ham jaisa sochtay hain waisa hi hamaray sath hota hai or ye bhoot important hai trading main k ap jitni zadda positive thinking rakhtay hain utna hi apko faida hota hai..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              jee apki baat sahi hay agar hum positive thinking kay sath trading karen gay to he hum market main achi trade lay sakty hay aur humay chahiye keh esmain jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main market main earning nahi kar sakty aur humay trade tab karni chahiye jab humay esmain acha chance milay kyun keh chance kay avail kay baad achi trad kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X