Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain beginer level pe losses hotay hain.
    Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain.
    Hamain apnay Annaylisis karnay chiay.
    Agar hamaray Annaylisis main bar bar kisi kisam ka failure araha hai.
    To hamain signals ya paid signals use karnay chiay.
    Or beginning level 2 years ka hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain beginer level pe losses hotay hain.
    Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain.
    Hamain apnay Annaylisis karnay chiay.
    Agar hamaray Annaylisis main bar bar kisi kisam ka failure araha hai.
    To hamain signals ya paid signals use karnay chiay.
    Or beginning level 2 years ka hota hai.
    G bilkul aapki baat darust hai jab ham boggening men aate hain to hamen trading ke koi khaas experience nhi hota hai jiski waja se hamen loss hota hai
    But main smajhta hoon k agar ham mehnat kren aur ham daily basis pe practice shuru kr den to aik din ham kamyab ho hi jate hain isliye hamen koshish krni chahiye k ham ziada se ziada mehnat kren aur trading men skills banaen jab hamare pass trading ki a hi skills hongi then ham easlea kamyab ho saken ge
    • #3 Collapse

      HD Kumaraswamy Forex trading me beginner level ke upar losses hote hain aap ko pata hona chahiye ke hum forex market Mein Jab trading Karte Hain Tum Hame Hamesha se stop loss and take profit Limited Lagana chahiye apni insta Forex ke bonus account ke upar.
      Secondly Hame Chahiye Hota Hai ke hum Jab Bhi forex market Mein trading karte hain initial start reading karte hain Agar hum se baat karna chahte hain tum hamein chahiye hota hai ki hum Apni insta Forex bonus account ke upar Thode bonus Save karle aur Hamesha saath mein learning Karni chahiye Jab Hum learning Karenge toh accha income House sale Hoga insta Forex Kemon accounts training karte huye.
      • #4 Collapse

        Yes ye tu hai mana k forex trading business risky business hai lekin hume zada over risk be nai ken chaiye jo trader bignner level py trading krye hein wo is main kam profits ur zada lose hi hasil krte hein hume is main risk lena chaiye lekin apne bonas k mutabiq risk lein tu betar hai
        • #5 Collapse

          G han new trader ko aksar forex market mn loss hota hai q k in k pass trading ka acha knowledge aor experience ni hota aor new trader planing aor discipline sy trade run ni kr paty jis ki vjha sy loss ordaity hain
          • #6 Collapse

            Forex trading ka bisness bhot zeada muahkip to hy pr is my ham kamyab jab hoty hy to us taume hamari sari mushkil jo hamny kati hoti hy who kahtam ho jati hy us ka ajar ham ko mil jata hy shoro my bhot muahkil hoti hy losss hoty hy bhot kuch hita hy pr bad ny jab ham jamyab ho jaty hy to us taime ham ko sab clear ho jata hy sab sahi ho jata hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              forex trading aik risky business hai or mera khyal hai k hmain jitna bhi knwledge ho forex ka yah k hmara expiernce bhi cha ho tu hmain apni trading main low volume ks ath trading karni chahye q k jub hum high volume rakhty hain tu hmain lsos bhi zeyada hota hai es liye hmain tab he loss hota hai jub hum aysa karty hain esi points par hmain loss hota hai
              • #8 Collapse

                Han g bilkul humein uper level per big big lossess hoty hein forex mein pehly humein bohut havey mehnat karni chahiye aur achi skills bnany chahiye is k bawjood bhi signals use karny chahiye apni tsali k liye
                welcome to pak forum
                • #9 Collapse

                  assalamu alaikum bhai Forex trading Jab Hum Log start Karte Hain To Hum Logon Ko loss hota hai lekin Phir Hum logo ko is me profit Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                    agar humay forex trading main nuqsan ho raha hay to humay note karna chahiye kis waja say humay forex trading main nuqsan ka samna karna par raha hay humay chahiye keh apni galtio ko theak karen kyun keh agar hum apni galtio ko theak kar kay trading karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur safe bhi reh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                      forex mai new traders ko suro mai loss hota hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy losssy bachny ky liye hamy apne galtiyo ko be avoid karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai poor mans ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                        G is ki waja ye hai ke new trader greed karta hai wo knowledge ki bjaye earning ki sochta hai us ka focus experience gain karna nahi hota demo practice nahi hoti jis ki waja se ye sab hota hai is liye pehle demo practice karain jitna zeyada ho sake utna
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                          forex mai jab hum new hoty hain to suro mai hamy loss hota hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy demo account mai rozana practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hamy lalch or emotions ko qabo mia rahk ky kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                            forex mai beginners level py hamy loss hota hain lakin jab hum apne galtiyo py gur kar ky kam karty hain to kamyab ho jaty hain forex aik world wide business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hamy rozana demo account maai practice karne chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main beginers level pe hamain losses hotay hain

                              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hum live trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise office mai jany ke zarorat nahi parte forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X