Emotions se ham market ko control nhi kr pate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions se ham market ko control nhi kr pate hain
    Trading men emotions se kaam lena hamare liye bahot hi harmful sabit hota hai aksar jab hamen trading men loss hota hai to ham market men high volume se trade open krte hain k ham apne loss ko aik hi baar men recover kr len but aisa aisa hota nhi hai market ulta hamare against challi jati hai jiss se hamara aur ziada loss ho jata hai
    Hamen chahiye k ham forex men emotions se nhi balke hikmat amli se kaam len ta k ham kamyab ho saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Forex trading me hun emotion se market ko control nahi kar sakte aap ko pata hona chahiye ke products market Mein Jab Hum trading karte hain toh Hame Apne motions ke upar control Rakhna chahiye aur hum Jitna Jyada Apne motions ke upar control Rakhenge Itna Jyada accha award milega.
    Hame chahiye kya Hum long term trading Kare Apne instaforex ke bonus account ke upar Aur Hum Apni strategy achi rakhni chahiye market Mein trading karte waqt Aur Main Hamesha se long term trading ke baare mein sochna chahiye instaforex ke bonus account ke upar.
    All emotional feeling greed and fear ko control kare.
    • #3 Collapse

      Ham emotions ka trading se koi taulaq nahi or na he feeling ki koi value hai.
      • #4 Collapse

        Emotion ko har waqat control karny ki zarorat hoti hai agr timely in per focus kar ke control na lia jay tu agy ja kar bahat bare problems ka sabab bn jate hein is let trading main loss air profit ke waqat is cheez ka khiyal karna chaye
        • #5 Collapse

          Emotional hony koi kych nai kr agta hy ulta ham loss krty hy is waja sy ham ko emotional nai hona chiya our ham ko har taime pr bhot zeada mnat krna chiya losss sy bchny k liya ham ko khod pr countrol krna chiya emotional nai hona chiya kbhi bhi our hamy ya sab jazbati ho k nai balky ham ko sahi trha sy soch smjh k krna chiya
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            agar hum khud kay emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiye keh esmain apny emotions ko apni trading kay darymyan hail na honay dain kyun keh es trha humari trading theak nahi ho pati so humay chahiye keh esmain fresh mind kay sath kam karen
            • #7 Collapse

              emotions k sath hum market ko he nahi koi bhi point ko control nahi kar skty hain es liye hmain jub bhi trading karni chahye fresh mind ks ath trading karni chahye q k jub hum khud he upset hoty hain tu hmain kbhi bhi es main market ko achi trah se analsye nahi kar skty hain or hmain ayse loss bhi hony k chances hoty hain tu aysa kbhi nahi karna chahye
              • #8 Collapse

                G janab emotion sy ap koi bhi kam nai kar sakty ho or exmotions sy ap ko yay chex hoti hy ky ap loss mai chally jaty ho so ap ko yaha pateince or politnece sy kam karna parhta hy so ap ko emotion ko dor kar ky forex mai trading karni chahyay or postive mind rkhna chahyay.
                • #9 Collapse

                  Dear markit mein sirf aur sirf hard work aur khud per control hona zarori hy agar ap emotion per control ni kar paty to koi faida ni ap ka trad marny ka emotions mein le gai trad hmesha loss mein jati hy aur humein emotions per control karna chahiye experience bnana chahiye aur profit gain karna chahiye
                  welcome to pak forum
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    assalamu alaikum bhai Hum logo ko Apne emotion se mukammal control karna chahiye warna Hum logo ko loss ho sakta hai isliye control zaroori hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X