ak kamyab trader kbi loss nahi krta kua?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ak kamyab trader kbi loss nahi krta kua?
    bhai mujy yah btaye k jo kamyab trader hoty hain woh kbi loss nahi krty? man ny dakh a hai k achy or long time sy bhi jo trader trading kr rhy hain woh bhi scalping kr rhy hoty hain scalping to koi new trader bhi kr skta hai
    Acha or kamyab trader woh hota hai jo analysis kry or achy achy trade lgay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ya bat nai hoti hy k kamuab trader ko loss hota hi jai hy balky kamyab trader who hota hy k agr us ki trade galat ho to who loss my clise krta hy our aram sy us ko cover krta hy pr dosri trf dykha jaye to ayk narmal bnda loss wali trade nai close krta hy emtional ho jata hy our phr our bhi zeasa losss hota hy agr loss my vlose kr b dyta hy to phr who cover krny ki jaldbazikrta hy jis ki waja sy our bhi loss hota hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Ek successful trader losses Karta Hai Jab forex market me trading karte hain aap ko pata hona chahiye ke forex market main aap ko acche tarike se trading karne ke liye Chahiye Hota Hai hi KR Market Main Long term trading ke baare mein Socha Kare Apne instaforex ke bonus account se.
      Forex market Mein Jab aap trading karte hain toh aap ko Apne analysis Apne Hote Hain Aapke N L V jitne Yadav perfect Honge aap ko instaforex ke bonus account par itna Jyada accha award milega.
      Aap ki baat samajh sake Hoke Forex trading makes us successful trader bill office Ka Shikar Hota Hai Hame chahiye Ke Hum Agar Apne instaforex Jeet bonus account ke upar huge amount of loss se baat karna chahte hain Tum Hame Apne instaforex ke account ke upar acche tarike se trading karna Hogi.
      • #4 Collapse

        bhai ye bat kis na kahi ka ak acha trader kabi loss nahi krta loss krta hai magar ratio bhat kam hoti hai zruri nahi ksi ka b analysis 100% drust ho.
        • #5 Collapse

          aslam o alaikum mere dekho yar kamyab trading bhi kabhi kabhi loss me aa jata he lekin baaz aukat wo loss nhe khata q ke kamyab tradink hamesha maarkeet ko focuss karta rihta he to is waja se kamyab trader loss se bach jata he
          • #6 Collapse

            agar humay market main loss ho raha hay to eski waja say market main pareshan nahi hona chahiye kyun keh parshan ho kar market main achi earning nahi ki ja sakti es liey fresh mind kay sath he kam karty rahy tab he humari trading achi ho pati hay aur safe bhi tab he reh sakty hy hum esmain
            • #7 Collapse

              Han bhai forex trading aik aisa business hai jis main profit aur loss ke 50 50 ka chance hota hai. Senior trader ko loss kam hota hai lakin kabhi kabhar ho hi jata hai. Is liye ap jab bhi trading kerein to ye zehn mein rakhien k loss bhi ho sakta hai. Ta k baad mein dil na tooty.
              • #8 Collapse

                dear forex trading mai profit aur loss dono he hot ehain ab ye ap pe depend karta hai k ap traidng kate ho seeekh k ya bina seekhe trading kar loss karo gy lehaza ap ko smjhna ho ga ta k ap ko apni lfie ko b set karo forex aik behtreen fadia hasil karne mai madad de skta hia soo ap ko acha earn karn ahia aur apni life ko b se tkaro...
                • #9 Collapse

                  G friend ap bilkul thk kah rahy han k ak kamyab trader kabi b loss ni hota ap ki bt toh bilkul thk ha agr humary pas acha knowledge or experience ni ho ga toh hum achy trader ni ban sakhty achy trader bannay k lea knowledge or experience ka hona bohat zarori ha
                  • #10 Collapse

                    g han bhai ap ne bikul sahi kaha he lekin yar mene kai aise high trader ko loss hote hue dekha he lekin ek bat he is me ke ziyada tar earning karte hen kabyab trader
                    • #11 Collapse

                      Brother loss to new trader aor senior trader donon ko hota hey leken senior trader ko loss usky experience ki wajhan se kem hota hey keon keh uska analysis theek hota hey aor new trader analysis main ghalti kerta hy. Iskey ilawa newtrader her waqt trade lagany key chaker main hota hy jebkeh market her waqt favour main nhen hoti isleay hamesha right time ka wait kerna chaey aor phir trade lagani chaey.
                      • #12 Collapse

                        forex mie a aker wo log kabbee success hasil na ker paty hien jo ayhan per mehant na kerty hien or her kam yab trader her bar profit he ahsil kerta hai or us ko loss be na hota hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai forex trading main har trador ko he loss hota hai es liye hum yah nahi kah sktyb hain k achy trador ko loss nahi hota hai q k main ny expert trador ko loss hoty bhi dekha hai or un aka account wash hoty hi dekha hai es liye hmain apni trading main lsos se ghbaran nahi chahye loss se aghr hum laerning karen tu loss bhi hmary liye faida mand sabit hota hai
                          • #14 Collapse

                            G janab forex mai loss fector ka koi pata nahi jhy kab ho jaiy ios mai chahy kitna bara trader q na ho us ko bhi loss ho jata hy or forex market mai ap ko up down ka jab pata chall jaiy tu ap tab hui trade ko bahtar tor par jan sakty hy or yaha earn kar sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalamu alaikum bhai ek kamyab trader Kabhi dost nahi karta kya Hoon ke wo hard work karta hai phir wo acha profile Bana sakta hai forex ma

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X