trading market ka previous data maloom hona bahot zaroori hai is bat ka bhi kheyal ra
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading market ka previous data maloom hona bahot zaroori hai is bat ka bhi kheyal ra
    trading ky leay apko market ka previous data bhi maloom hona bahot zaroori hota hai is sy apko bahot faidy hoty hain
    market aik news py har dafa same behave nhi krti hai yeh bat achi trah hum janty hain is leay jub bhi kisi currency pair ya instrument ki news release hini ho to ap usko dekhen aor note kren market behaviour kya hai aor previous market behaviour kya tha is sy aapko new idea milta hai aor apky mind ma beht jata hai ky market aisy bhi behave kr skti hai
    jesa ky ap ny dekha brexit py pound jesy aik he rang ma fast move ly raha tha kabi up jata tha kabi down ajata tha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
    trading ky leay apko market ka previous data bhi maloom hona bahot zaroori hota hai is sy apko bahot faidy hoty hain
    market aik news py har dafa same behave nhi krti hai yeh bat achi trah hum janty hain is leay jub bhi kisi currency pair ya instrument ki news release hini ho to ap usko dekhen aor note kren market behaviour kya hai aor previous market behaviour kya tha is sy aapko new idea milta hai aor apky mind ma beht jata hai ky market aisy bhi behave kr skti hai
    jesa ky ap ny dekha brexit py pound jesy aik he rang ma fast move ly raha tha kabi up jata tha kabi down ajata tha
    G bilkul aapki baat darust hai hamen market k privious behave ko apne mind men rakh kr trading krni chahiye q k har dafa market men same position nhi hoti hai
    Jab ham market ki privious position pe gor kren ge then hamen acha idea mille ga hamen market men news k sath sath market k trend ko bhi note krna chahiye q k baz aoqaat news trend k against bhi aa aa jati hain isliye hamen in batin ka khayal rakhna bahot hi zaruri hai
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki baat bilkul theek hai hame forex market main previous data Maloom hona chahiye market ka aur metatrader 4 Hai Jis Ke Andar Hum previous data dekh sakte hain Apne instaforex ke bonus account ke upar.
      Second year ko pata hona chahiye ki forex market Mein Jab aap trading karte hain to aapko market Mein analyse karna Hota Hai Ki Market Mein previously support resistance areas jo bhi hote hain unko market bahut hi follow karti hai.
      • #4 Collapse

        Dear frend ye bat bilkul theek hai hm aksar jab dekhty hai k market sell ki tarf ja rahi hai to hm musalsl sell ki tread he on karty hai or es bat ka bilkul khayaal nai rakhti k kab market ki movement change hoi hai ya ho gi es liye marmet trend to aik dam sy chamge nai karti laken movement kuch tym k loye chnage zarur karty hai or jo log market ki movement ko achy sy samkh jaty hai un k loye tread ko on off karna bhot easy rehta hai.
        • #5 Collapse

          trade lgany say pehlay market ka achy say mutablea karna bohat zaroori hota hay kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time bhi daina chahiye aur market ki history bhi daikhni chahiye eski movememt ko analysis kar kay he hum market main achi trade place kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Dear ap thek keh rahe hain jo log data aur news per trading karte hain on k pass on data aur news ki history hona boht he zarorii hai tab he wo es business mai acha earn karne k kabil ho jayain gain lehaza ap ko chaiye k ap kabi b es business mai loss na karo ta k ap ko idea acha ho jaye k ye busienss ap ko kese acha faida de skta hai soo ap ko mehatn k sath kam karna ho ga...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main hmary liye market ko janna boht ahmiyt rakhta hai or es k sath sath aghr hmain market ki current situaion k pta hai tu yah bhi arori hai k hmain pahly ki market conditions ka bhi pta ho es ka yah matla hota hai k hmain pat chal jata hai k market kis hisab se yah tak matalb es pint tak kis situaon smian ai hai es se hmain mazzed market main kiya hga yah bhi asani hoti hai trading k liye

              اب آن لائن

              Working...
              X