Planing in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planing in forex
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis main ham ko planing ka sath trading ke zrorat hoti hai agr ham planing ka sath trade lagain ga tu us ka ham ko fida ho ga planing ak bahut achi strategy hai jis sa ham ko bahut fiada hota hai kiun ka jab ham planing krta han tu ham achi trah search kr ka trade lagata han plan ke howe trading sa hamain profit ka ziada chances hota han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki bat thk ha kisi bhi kam ki starting baghair planning k ni ki ja sakti agr apki planning achi ha to ap aik achy bussiness man ban sakty hain yeh aik aisa factor ha jis k baghair ap har jaga nakam hn ga is lia apni planning ko acha kren. Thanks
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
      Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai jis main ham ko planing ka sath trading ke zrorat hoti hai agr ham planing ka sath trade lagain ga tu us ka ham ko fida ho ga planing ak bahut achi strategy hai jis sa ham ko bahut fiada hota hai kiun ka jab ham planing krta han tu ham achi trah search kr ka trade lagata han plan ke howe trading sa hamain profit ka ziada chances hota han
      Wa alaikum salaam brother aapki baat darust hai forex men planning hamare liye bahot hi important hoti hain agar ham forex men planning se kaam krte hain to ye hamare liye bahot hi beat beat hai
      Achi planning men hamare pass forex ka acha knowledge aur experience hona chahiye ta k hamen trading ki achi skills hon
      Jab hamare pass achi skills hoti hain tjen hamen trading se achay results mill pate hain so hamen apni planning ko behtar banana hai jab hamari planning behtar ho jaen gi tjen hi ham behtar trading kr saksaken ge
      • #4 Collapse

        Yes dear Hame Chahiye Hota Hai Kya Hum forex market Mein planning Kare aur planning se trading Kiya kare.
        Forex market Main Long term trading Karni Hoti Hai partners instaforex ke bonus account ke upar.
        Secondly Jabong forex market mein trading Karte Hain Hume planning Karni hoti hai ki Humne entry point kaunsa Rakhna hai stop loss and take profit limit kaunsa Rakhna Hai Jaan Ke Hum save entry lay sakin.
        • #5 Collapse

          agar hum planning kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh bina plan kay kam na karen kyun keh es trha hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market amin loss ka samna karna par sakta hay esliey humay chahiye keh esmain khoob tiem daian chahiye
          • #6 Collapse

            Dear forex mai jab tak ap seekh aur smjh k kam nhn karo gy tab tak ap ko kch faida hasil nhn ho ga lehaza ap ko mehant k sath he kam karn aho ga forex aik behtreen business hai jo ap ko acha reward haisl karne mai madad de skta hai lehaza ap ko chaiye k ap start se he es business ki trading karo aur acha earn karo...
            • #7 Collapse

              Achi planning hi hmaen trading me kamyabi de skti ha.acha trader wohi hota ha jo planning achi kr skta ha.
              • #8 Collapse

                forex trading main aplning ki boht ahmiyat hai q k jitni hmari achi palning hog hmain otna he result acha milya ga es liye hmain chahye k apni trading se pahly proper palning karen q k palning se hmain har point pr fovus karny ka time milta hai or hum proper tariky se sath trading karty hain es se hmari trading main rsik bhi kam se kam hota hai
                • #9 Collapse

                  My dear friend ager him log achi planning krty ha or phir hi successful ho skty ha forex ma is leya him logo ko bahut fayda Hota Hai is leya him logo ko mhnat krni chaya zayada sy Zayada
                  • #10 Collapse

                    Planning is one of the basic and most important factor in trading keun k jo trader jitni achi plannig krta hy wo utni achi earning krta hy aur aksar uski trades profit mein close hoti hain keun k trading mein planning hi sb kuch hoti hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Planing in forex

                      forex mai planing ke bohat ahmeyat hain hamy plan karne ho ga ky hamy kitne amount deposit karne or kon sy analysis use karny hain pher hamy end tak ise plan ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kamayab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Planing in forex

                        Yes koi bhe kaam bgair planning k ni krna chahey planning k bgair strat kiay gy kaam main time, energy and money sb ka zian hota h6 achhi planning sy strat kiy gay kaam main success milti hy aisy he trading bhe complete planning say krain
                        • #13 Collapse

                          Re: Planing in forex

                          Je ha bilkul sahi kaha apny hamy Pakistan forex me planning ke sath agay barhana ho ga tabhi ham kamyaab bhi ho ge aur planning apka uss waqt kamyaab rahe ga jub apka experience knowledge practice best ho ga tabhi aapka strategie bhi kamyaab rahe ge aur aap profit bhi eran karty raho ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Planing in forex

                            Hum chahye kio be ekam kerty hien as mien kamyabi hasill kerny k lye ehamain plan kerna hota hai as lyee hamain forex mien aa ker k bee her trade ko pahly plan kerna hota hai jab hum as mien aa ker theek say plan kerty hientu hamain as mien aa ker theke earning ho sakti hai q k hamar plan success bee hasil ker sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planing in forex

                              w.salam ap theak khe rahan han bahi asl me jo kam hum krte han and os me planings nahi hote wo kam kabi bhe kamyabi ke tarf nhi jata as leye hum agr forex ko dekhte han to ye to world ka sub se big bussines hye as me to sub se zayda planing ke need hote haye and hum agr achi strategy se kam krte han to ek day hum as me bohat zayada kamyab ho jayen ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X