Loss ho ga to experience ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho ga to experience ho ga
    Dear forex members forex business ek bahut hi acha business hai is main bahut ziyada loss bhi ho sakta hai kyunki hum bonus account main trading karte hain th shayad hum un logon ka ehsaas nahi kar sakte jo apni pocket se investment karte hain is main trade karte huye bahut se masail aa sakte hain lekin is trade se hamin disheart nahi hona chahiye aur ghor se ye trade karni chahiye kyun kay duniya mein aisa koi kaam nahi hai jo tawajjo nahi magta..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han agar hamain sirf profit hi hasil hota rehy tou loss recover kerny ka experience kesy aay ga ky aksar kei trades main bahot zyada loss ho jata hai tou same loss ko control kerny ka experience bhi hona chahiay aur agar kuch trades main loss na ho sirf profit hi chalta rehy tou account bann bhi ho jata hai
    • #3 Collapse

      New SBI Forex trading nahane jitne Jyada losses Honge Kamyab instaforex ke bonus account opening amount Mein profit Hassan hone ke chance Aise Bhi Hai.
      Kyunki aap ko pata hona chahiye forex market Mein Hamara trading experiments day by day increase Hota rehta hai.
      Ibrahim a long time ke liye trading karne chahiye.
      Secondly aap ko pata hona chahiye ke Hame jeetna Yadav losses hote hain utna experience bhi hota hai on experience answer karne ke liye instaforex ke account mein acche tarike se trading karne chahiye long time ke liye.
      • #4 Collapse

        Forex trading main loss aur profit tou dono hi trade ka hisa hain kabhi profit tou kabhi loss agar ham trade kisi pair main open kerty hain tou sirf profit ka hi nehi sochna chahiay loss ka bhi her open ki jany wali trade main bahot zyada chance hota hai agar ham same loss ko control ker lain tou profit hasil ker sakty hain warna sirf loss hi hota hai forex trading main
        • #5 Collapse

          zarori nahi key loss hony key bad hi expernice ho sakta hay agar start se hi learning aur expernice hasil kia jaye to without loss key be acha trading ka expernice ho sakta hay, loss ho sakta hay magar trading ka expernice agar na ho aur loss ho jaye to esy traders upset ho jaty hey aur loss jes mistake ki waja se ho jata hay esi mistakes ko be ignore kar dety hey.
          • #6 Collapse

            Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha business hai us main profit aur lose dono hota han laikin ya baat galat hai ka lose hona pai he ham ko experience hasil hota hai ham jab bhe forex ko use krta han forex hamain hwr roz kuch new seekhta hai lose ho tu bhe ham seekhta han aur profit ho tab bhe experience main izafa hota hai
            • #7 Collapse

              ye bat bilkul thik hai k loss hoga tab hi experience hoga mera mashwara ye hai ap ko jtna ho sakay demo account pe practice karen wahan par koi b trade na choray thori si confirmation mile to ap trade laga day phir baad me har movemnet ko check karen wo trade kese or q move kar rahi hai ye sab hame loss se jo experience milta hai wahan se seekhta hai jtna ho saken loss karen demo account pe taa k jab ap real account pe aaen to ap ko pata chal jae k is situation me muje loss huwa tha to ap is tarah se loss wali trade se bach hai apne real account pe
              • #8 Collapse

                forex trading main loss hona yakini mala hai es liye es se ghbarna nahi chahye q k jub hmain loss hota hai tu he hum apni trading ko bahtr kar skty hain es liye hmain lsos k bad ghbrana nahi chahye ta k hum apni tradong main jub loss hota hai tu hmain actual main pata chlta hai k hum main kis chez ki kami hai or hum osi point ko leran karny main asani hoti hai loss hoga tu he expiernce bahry ga
                • #9 Collapse

                  My dear brother aap ka sawal bhaot bhaot acha hai main too ko y khana chahata hu kay loss knowledge na honay ke bina per hota hai aur demo say jo trader learn nhe krty wo real main invest kr daity hain demo say hei too hasil krna hota hai experience too es laiy zarori hai kay loss na ho too forex trading ka acha knowledge hasil krna chahaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ho ga to experience ho ga

                    forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore karty hian to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ho ga to experience ho ga

                      Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy lose hota hai to ham ussy weakness ke tor par dekhna aur ussy control karna chahye taky agay se hamy achy result asaky iss liye ager hamy lose hota bhi hai to pareshan hony ke zrort nahi hai aap zyada se zyada mehnat kary aap zrori kamyaab ho jao ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ho ga to experience ho ga

                        forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin agar acha experience hony ky sat he hum market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ho ga to experience ho ga

                          ji ap theek keh rhy hain kbhi kbhi profit earn krny k lye loss ka bhe hona zruri hai laikin loss bhe hamari ghlti ki he wajah se hota hai agr hum koi bhe risky trade se pehle apna account balance ka jaiza aur risky trade ko money management kr lain to loss k chances bhe kum ho jatay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ho ga to experience ho ga

                            forex aik real business hain hamy acha experience hasial kar ky aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ho ga to experience ho ga

                              ye baat kisi hadh tak thek hai k forex market main loss hota hai tab he ham kuch sekhtay hain kion k new traders samajtay hain k es field main paisa kamana bohat asan hai but jab wo trading main in hotay hain tu unhein ehsas hota hai k ye kam itna simple nahe hai,es liye loss k baad bhe jo log mehnat jarri rakhtay hain wohi log forex main kamyab hotay hain,es liye forex market main loss ko positively he laina chahye
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X