confidence and experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence and experience
    dear forex members hum sab janty hia ky confidence ky baghair hum trade nahi kar sakty likin age ye sooch liya jaty ky sirf confidence ki base py hum achy trader ban sakty hia to ye ghalt hai

    humin chahyee ky pehly apna experience bahrayee phir trade karien jab humary pass skills and confidence hoo ga to confidence khud ba khud high hoo ga bhagir experince high confidence bhi aap ;ko success nai dila sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    App ke yeh baat sahi hai ke trading experience ke apni bohot he ziada important hai jis ko ignore nai kiya ja sakta hai. brother maire khayal aur knowledge kay mutabiq tu traders ko confidence hasil he trading kay expeirnce aur knowlege say hai . forex traders kay pas jitna ziada experience hota hai aru tradign ka jitna ziada knowledge hota hai woh trading kay doran itna he ziada confident b hota hai .
    • #3 Collapse

      Dear forex me ap ka pc jtna confidence ar experance ho ga ap utna he zida earning kr ska ga laza m to ya kaho ga agr ap dunia ka koi kam b krty hai to as kam ka lea ap ka pc experance ar confidance ka hona zarori hai agr ap ka pc an dno m ca koi ak chez b na ho to ap vo kam kro b na ya na ho ka bd m ap ko as kam m bht zida loss lna parhy.
      • #4 Collapse

        forex trading business mein achi trading k liye confidence ka hona zaroori hy aur confidence trading mein tab hota hy jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kartay han learning knewledge aur experience ho ga tu hi hum confidence se trading kar saktay han
        • #5 Collapse

          Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko waisy samjh ni aati hai k hum ne ais mai kaisy kaam kia hai aor ais mai se hum ko kitna faida hota hai ais liay hum ko ais mai apny pas data rakhna chaye aus se ye faida hai k hum ko pata hota hai k hum ne ais mai kitni trades banai hai aor hum ko kitni mai fiada hoa ha hai ais se experince ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Sir g ap ny kafi achi bat ki hy lekin hamesha forex mein confidant bhi usi time ata hy jub humein malom hota hy k ab hum profit karny k kabil hein to isi k sath humein chahiye k hum pehly experience gain karein skills gain karein us k bad ja k humein kuch confidant milta hy jis ki base per hum profit kar sagty hein
            welcome to pak forum
            • #7 Collapse

              Pehli baat tou yeh k forex mein experience k liye kisi expert se training lein phir is business ko kerien dosri baat aap confidence k begair aagy nahi chal sakty,confidence hoga tou aap apni trade k zariye traders ko samjha sakty hein aur profit kama sakty hein.
              • #8 Collapse

                Kesi be jgha aghe bharne ke liya ek apse experience ka pohchta hn aur dosra confidence ka ya dono bht he important hai tradind ke liya in dono chezoo ka hona bht imoportant hn tabhi hm aghe barh pahte hn
                • #9 Collapse

                  mai ye kahunga kay beshak humaray liye confidence ka hona bohat zarori hay but confidence ka achay experience honay kay baad best hay agar knowledge aur experience nahe skills aap ki achi he nahe hain then confidence ka kya faida
                  jab aap achay skills honay pe best analysis karo gay then trade lagany kay decision par aap ko faida hoga kay aap confident hogay tou trade achi kar sako gay..
                  • #10 Collapse

                    Re: confidence and experience

                    forex trading main agar humara experience acha ho ga to humari trade achi ho sakti hay aur es trha humari trading achi ho gi to hum market main regular base par acha profit bhi bna sakty hay esmain ziada say ziada time daina chahiye aur mehnat karni chahiye es say humari trade achi aur behtreen ho sakti hay aur kamyab earning kar sakty hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: confidence and experience

                      forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai confidence ky bohat ahmeyat hain forex aik real oe kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai confidence or experience ke bohat ahmeyat hain hamy inhy best bana kar kam karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: confidence and experience

                        Experience ke Bina conference bhi nahi ata jab ko experience hota hai knowledge hota hai tab hi AP achi trading Kar sakte Hain warma AP ko loss hone chances zeyada Hain demo practice karain ye good hai AP ke liye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: confidence and experience

                          Hamain agar forex mien aa ker confidence say kaam kerna hai tu hamain as mien experience ko increase kerna ho ga aur agar hum as mien apny knowledge ko acha ker lety hien tu hum mien confidence khud ba khud aa jaye ga as lye mien as mien her bar khud say analysis kerta hoon or as mien bad mien trade open ker leta hoon.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X