What are the most active forex trading hours?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are the most active forex trading hours?
    Generally speaking, the most active forex trading hours all around are between the London markets opening around 8:00 GMT and end with the markets in the US closing around 22:00 GMT.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    pakistan k time K hisaab Say Aisaa he hai,london Session kafi high volatile hota hai Specialy metals K liye tou buhat he zyada high volatile Sabit hota hai kabhi Kabhi 1000 points tak Movement ek hor main ho jati hai.
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      bhai main is main new hon nhi smjhta hon keh kis trah aor kis wkt most active time hota ha or kis wkt market main shaih eanring hoti ha main to bs dekhon ga jis wkt sahih lgy ga trade kron ga
      • #4 Collapse

        g dear bal kul humay sham 5 bajy say lay kar trading ko start karnay chw or as k bad 7 bajy tak market me zida tezi hoty hayu or munafa k chances zida hotay hay
        • #5 Collapse

          forex trading ke market 24 hours open hote hai hamari agar strategy best hoge tu hum kese be time tarde kar kai good earn kar sakte hain.kyun kai forex market movement hote rahte hain .
          • #6 Collapse

            according to my knowledge forex mein 24 hours trading hoti hai is liye yeh khena sahi ni ho ga ke kn se hourz trading k liye best hai kyo k kise b waqt market move kar skti hai
            • #7 Collapse

              kkkkkkaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhha aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ghhhhhhhhhhhhhhhhhh aghhhhhhhhhhhhhhhhh agh agggggggggggggggggg agggggggggggggggggggggggg
              • #8 Collapse

                forex me wese to pura din aap trad kar sakte hai par sahi trad aapko tab karana hota hai jab market me bahut hi high movement milta haiaur daily aisa time fixed to nahi hai par fir bhi agar aap pakistan me trd karte hai to aapko sham ke 5 baje se rat ke 9 baje tak bahut hi jyada movement milta hai to usi time trad kare
                • #9 Collapse

                  assalam o alaikum aap ka kehn asahi hai sham panch bajy say raat dus bajy tak market mein movemetn bohot ziada hoti haiiss liye iss itme mein earning kay chances bhi ziada hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    bhai jan yeh baat krna bohat asan ha kah hum forex trading sa rich ho skte hain thats true app ho skte ho magar hum log kuch bataoun ko ignore kr dete hain jese kah rich hone ka leya ya successful hone ka leya humein mahnat bhi krne hoti ha and woh asan nhi hote ha.
                    • #11 Collapse

                      is k bary main yakeen se to nahe ka skty . k kon sa hour best hai per yah ho skata hai k sham 6 bajy se rat 9 bajy tak umooman move hoty hai or marekt bary taze se move karty hai. wahe most active hour ho skty hai
                      • #12 Collapse

                        best trading session new york bhi hey koi bhi trading sesion best hey trading k liye ak hi session choose karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Trading hours mien sub sey achey hours pakistan mien to dopher key 12 sey ley ke raat key almost 8 sey 9 bje tak achey hotey hain kiyoun key yeh hours London session or new York sessions keh kuch hours hain or in mien pir overlapping bhi aa jati hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear mera opinion to ye hy k ap news ko analyse kr k hi trading start kren q k news k time market bht hi tezi se move krti hy to apko bhi usi time position leni chahye market ma or jaldi se apna target poora kr k nikal ana chahye bhr.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g es bary ma yhi kahu ga kay jb do session chal rhy hoon hmy tab he trading krni chahye kyu kay us wqat market kafi tezi se work kr rhi hoti ha aur hum achy khasy pip b nikal skty hain aur hmy apny sary analysis kr kay he trade krni chahye yani ayse market ma nhe ghusna chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X