lose k baad k tasraat aur hamari life..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose k baad k tasraat aur hamari life..
    members maira aap sab say yeh sawal hay k hamain jub lose hota hay to hamain bahut duhk hota hay magar hamain usay controll karnay k liye kia tareeka akhtiar karna chaye ,aur wo lose hamari life main kis had tak asar andaaz hosakta hay is baat ki wazahat kar dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear lose ka bad k tasraat aur life jo hoti hai to vo dakhny vala point hota hai lkn jb hme lose hota hai to hmra point ar tasrat dakhny valy hoty hai lkn jb pahla lose hota hai to hm ko kam m tora ca tarst ktm hota hai ar lkn kush dn ka bd phr hm pahly vali ruteen m aa jaty hai lkn ashta ashta ya kam ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Dear asal mai baat ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko agar ais mai loss ho raha ho to hum aus time aor zayda ghaltian karty hai jaisy hum trade ko hedge kar dety hai ya kafi bari lot use karty hai ta k humra loss recover ho jaye magar market jab thora sa opposite jati hai to aus time humra loss ho jata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: lose k baad k tasraat aur hamari life..

        agar humay forex trading main nuqsan ho raha hay to humay chahiye keh note karen kin wajuhat ki waja say forex trading mani nuqsan ho raha hay kyun keh agar hum apni galtio ko theak kar kay trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay es business main focus karna chahiye tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab ho sakty hay
        "The mind is everything, What you think you become"

        اب آن لائن

        Working...
        X