New traders Euro ke jagha British pound ke trading ko tarjee dain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders Euro ke jagha British pound ke trading ko tarjee dain.
    Saray traders iss baat say tu waqif hain ke forex trading ke main currency dollar hai lakin pair mai dosri side per trading karnay ke liye traders aksar euro ke selection karty hain lakin maire khayal say GBP USD matlab british pound US dollar trading kay liye har lihaz say Euro USD say acha rehta hai.

    iss ke main waja yeh hai ke GBP / USD ke fundamental analysis ke liye app ko sirf UK aur US say related economics news aur data daikhna parhy ga. lakin Euro ke trading ke news ko follow karna aam trader kay liye mushkil ho jata hai kion ke Euro kafi saray countries ke currency hai jis ke waja say sab ke fundamental news per nazar rakhne mushkil ho jate hai.

    GBP /USD din mai EURO / USD jitna he move karta hai balky iss say ziada he move karta hai iss liye trading kay liye maire khayal sa yahi best hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai main aap ki baat say fully agree kerta hu kay euro ki news ko read kerna mushkill hota hay kiun kay yeh kisssi aik mulk ki currency nahin hay jab kay iss kay muqqalay main pound ko study kerna easy hay or GBPUSD ki movement speed bhi ziyaada hay to hammian GBP USD ko prefer kerna chahiye.
    • #3 Collapse

      Dear jaisy ap ne baat ki hai k ais market mai jo new traders hai aun ko euro k bajye british pound par kaam karna chaye to ais mai ye hai ap jis bhi pair par kaam kary aus mai koi masla ni hai kun k ap jab aik pair par kaam karty hai to ap ko aus ki moment ka pata chal jata hai aor aus k baad ap aus par aisy kaam kar saty hai ka ap ko pata hota hai k ais ne kitni moment karni hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: New traders Euro ke jagha British pound ke trading ko tarjee dain.

        mery khyal main GBP par new traders ko trade nahi karni chahiye kyun keh esmain aaj kal fundamental halat ki waja say bohat tezi aa jati hay jab keh eurusd par trade analysis kay hesab say theak chal rahi hoti hay es liye agar humara kam experience hay to eurusd pair par he trade karni chahiye esi main he faida hota hay humara
        "The mind is everything, What you think you become"

        اب آن لائن

        Working...
        X