Forex trading mai mehnat se kamyaabi!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai mehnat se kamyaabi!
    Aoa dear friends mai apse share karna chahta hun k aksar ap logon ne suna ho ha k forex trading main mehnat Karen kamyaabi milegi. Wo mehnat kya hai aur kaisy karni hai.
    1. Forex trading ko seekhain aur samjhain.
    2. Forex trading k related latest news se update rehna.
    3. Forex trading mai market ko analyzes kar k us time ka intazar karna Jab ik achi trade lagai jaa sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai apki thk ha koi bhi kam daikh lain to us k lia mehnat ki bht sakht zaroorat hoti ha tb he ja kr apko iska sila milta ha isi tarha forex trading aik bht ziada mehnat talab kam ha aur bht ziada riski bhi ha ti shaid hamen is k lia mehnat ki to zaroorat ha sath main conscious bhi rehna bht zaroori ha. Thanks
    • #3 Collapse

      Brother aap ki baat buksl thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main ager aap na kamyabi hasil karni hay tu iss k har step per aap ko mehnit karni parti hay forex seekhna sa la kar new hasil karna aur markit analysis tak har step per mehnit karni parti hay
      • #4 Collapse

        Dear brother,world mein aisa koi kam nahi hai jis mein mehnat nahi hoti her kam mehnat mangta hai,forex trading bhi aik aisa forum hai jahan mehnat kerna perti hai,yeh trader pe depend kerta hai k woh kitni mehnat kerty hein,agar hum lagan se kam kerengy to kamyabi yakinan hogi.
        • #5 Collapse

          yes dear apnay bilul sahi kaha hay hamain kisi bhi field main success k liye usay samjhnay k liye us main mehnat ki bahut zarurat hoti hay jo hamay zaroor karni chaye forex ko ham sab jantay hain k yeh aik worldwide business hay jis main all over the world peoples work kartay hain so hamain is main success gain karnay k liye is main kaafi had tak mehnat karna hoti hay jis k baghair is main earning aur success impossible hay.
          • #6 Collapse

            Dear Forex trading me mehnat learning karny key ley ki jati hay aur ye mehnat zeyda hard be nahi hoti, agar ham daily 1 hour be learn karen gey to ham es mehnat ki waja se achi learning me kamyab ho sakty hey hamari ye mehnat hamary forex career me life time hamary ley helpful ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Ya sab sy achi nat hoti hy k ham tarde market ko dykhty hy our trade dhondty hy jab ham ko pta hota hy k ya idr tak aye gi phr idr jaye gi to ham w8 krty hy to phr ham trde krty hy jo k bhot hi achi entry hoti hy us taime ham ko bhot acha feel hota hy kio k hamny mhnat ki hoti hy our sbr kia hota hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Ye to dear ap koi bhi kaam kary ap ko aus mai mehnat karni parti hai kun k agar ap mehnat ni karty to aus mai ye hai k ap ko aus mai ho sakta hai k time zayda lag jaye ya loss ho jaye aisy hi ais mai bhi hai k ap ais mai jitni zayda mehnat karo gay ap ko ais mai atni hi jaldi kamyabi milti hai kun k ap ne ais mai mehnat ki hoti hai to ap ko ais mai faida ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda to per hum ko achi earning hoge laken ager hum hard work nhi karta ha to per hum ko kasaa earning hoge esleya har business ka leya hard work bohat zaroree ha..............
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai mehnat se kamyaabi!

                    forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai east wast mai phal cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik real business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai mehnat se kamyaabi!

                      forex trading business mein hum tab hi kaamyaab ho saktay han jab hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay kiok mehnat kar k hi learning hasil kar saktay han aur mehnat se hi knewledge hasil kar saktay han aur forex trading business mein kaamyaab tab ho saktay han jab hum learning knewledge aur experience hasil karain gay aur forex trading business ki information hasil karain gay aur ye sab kuch hum mehnat kar k hasil kar saktay han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X