apny knowledge ma ezafa kr
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apny knowledge ma ezafa kr
    my dear brother him logo ko chaya ky him log apny knowledge ko increase kre phir him log kamyabi sy trading kr skty ha or acha profit bna skty ha
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul Bhai mai apse ittefaq karta hun k earning se pehly hamesha learning karna parhti hai. Aur forex trading mai bhi bilkul aisy hi hai jitni ap apni learning ko barhain gy utna hi apki earning bhi barh jaati hai.
    • #3 Collapse

      dear brother may aap ki baat say agree kerta hu kay apnay knowledge main izaafa kerna chahiye ager ham log proper learning nahin kerain gay to earning nahin ho sakti issi liye proper knowledge haasil kerna laazmi hay taakay aap acha profit haasil ker sakkain or loss ko avoid ker sakkain
      • #4 Collapse

        Dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap bukal thek kaha rahay hain aap dyunia main kohi be bussniss start karan aap k laya must hay k aap na ager us bussniss main success hasil karni hay tu aap zayada sa zayada knowledge hasil karan same issi tarha instaforex trading main be app us time tak he kamyabi hasil kar saktay hain jab tak aap knowledge hasil nahi kar latay hain
        • #5 Collapse

          You are right hamary pass es fourm ka knowledge hona buhat zarori ha agr ap k pass acha knowledge ha to ap buhat acha profit kama skty he WO person kamyab hota ha his k pass es ka knowledge hota haor
          • #6 Collapse

            knowledge increase karny ka jazba har trader me hi hona chaye jo traders learning aur knowledge hasil karny ko stop kar lety hey us ki trading performance be stop ho jati hay, traders me knowledge expernice hasil karny ka jaza us key trading career me acha kam de sakti ha.
            • #7 Collapse

              Jo hamar ilam hota hy ho ham trae krna sekhty hy us my iAfa krty rehna chiay kio k ya trading ehsa kam hy k is my ham ko khod ko update rakhna prhta hy nai to ham is my kam nai kr sgty hy is my hamy har taime active rehna chiya taky hamy loss na ho market ki achi smjh ah sgy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Yes brother,hum apney knowledge mein izafa kar saktay hain,internet is kay liye boht acha platform hai jahan boht si forex trading ki websites hain jin mein trading experts ki suggestions hoti hain jin kay zariye hum apnay knowledge mein izafa kar saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Dear ap ke bt bilkul tk hai earn krny ka learning krni parhti hai ar learning forex trade ka la to bht he zarori hai ap jtna lern kra ga atan he ap ke earning ho mri sb member ca request ho ge ka vo zida ca zida learning kra ar apny knowledge m ezafa kr ta ka ap next step pr koi parshani ca nzar andaz ni krna chay .thanks
                  • #10 Collapse

                    Forex market ak best market hai. Es market mai risk bohat zada hai. Likan agr hum es market mai apnay knowledge ko zada say zada krtay hai. Tou hum market mai zada earning hasil krnay kay sath humrio strategy bhe zada behatr ho gy. Es say hum market mai regular earning hasil kr sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Dear agar hum ye chaty hai k humry knowledge mai izafa ho to aus k liay ye zarori hai k hum ko forex se releted webinar attend kary pary gay aor ais k sath hum ko videos dekhni pary gi aor aus k sath hum ko ais mai books pharni ho gi aus se hum ko ais market k bary mai kafi zayda pata chal jaye ga aor aus k baad hum ais mai achy se kaam kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Bhlkul theek kha ap ne hmari knowledge tabhi achi hogi jb hm apni learning pr ziyada focus karennga forex trading me learning ko continue rakhna bht important hai.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein kaamyaab honey k liye knewledge bhi buht zaroori hy kiok knewledge hasil kar k ap trading ko samjh saktay han aur knewledge se hum forex ki market ko samjh saktay han aur knewledge se ye pata chlta Hy k trading kis traha karni hy is liye knewledge zaroori Hy forex trading business mein knewledge se hi business ko samjh saktay han knewledge zaroori hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G han sir knowledge ak aei cheez hai ke is main jitna izafa kia jaye kam hota hai.knowledge ke buhat faida hai ap ko ik cheez ke bare main jitna bhi ilm ho ga is main ap ko itna zyada faida ho ga phr ye to forex market hai is main jitna knowledge karen ge is main ap ka itna hi experiance hasil ho ga aur will u earn good profit also.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X