Fixed spread acha hota hai ya floating spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fixed spread acha hota hai ya floating spread
    Ap jab be account open karte hai tu apko ye option zaror deya jata hai k aya ap fixed spread wala account open karna chahte hai ya floating wala spread so agar ap fixed select karte hai tu pir chahey konsi be conditions ho apka spread fixed he rahega aor jab ap floating wala open karte hai tu aksar rare situations mai wo ziyada be hojata hai jo kafe danger ho sakta hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ko pata hona chahiye ki forex market mein Jab aap trading karte hain toh fix separate account Sahi rehta hai aur variable spread account mein jawab trading Karte.
    Toh apko Apne instaforex bonus account ke upar huge losses ka Samna karna padta hai aapko chahiye ki Jab Bhi aap Forex trading trading Karega open instaforex bonus account par long term ke liye trading Kare aur apne instaforex bonus account ko survive rakhne ke liye.
    Small volume of lot size by use kare aur aap batao na chahiye Kya Hamesha se aap ko pata hona chahiye Hamesha Forex trading main fix separate account shoes karna chahiye kya nahi aata
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bilkul theek hai par maine kabhi aisa nahi kiya Kyun Ki Main menu on baare mein suna hai maine aapki post Pari Hai Tu Hai Mujhe Pata Chala Hai Ki Ye Aisa karne se bhi Hota Hai aur is ke baare mein aur bhi Haseen karna chahti ho Agar Kisi Aur ko bataya Tumko Jarur isko share kare
      • #4 Collapse

        Maire khyal mai fixed spread best option ho sakta hai q k floating mai aksar aise be hota hai k sudden spread itna ziyada hojata hai k pir apka account dangerous zone mai dakhil hojata hai es leye maira best suggestion tu tahe hai k jab be select karo tu fixed he select karo
        • #5 Collapse

          Dear friend apne acha sawal kiya hai k account fix spread acha hai ya floating spread. To friend fix spread account behtar rehta hai q k ap usse apne account ko easily manage kar sakty hain jo k floating spread account se mushkil ho jata hai q k us mai lot size vary kar jata hai jo agar kisi loot size mai increase kar jaye aur wo trade reverse ho jaye to account wash bhi ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Salam friends Mery Mutabik Fixed spread ziyada behatar hota hai Floating spread ky Mukably mein eski waja yea bi hai ky fixed spread mein loss bohat kam hota hai or Floating spread mein lot size vary kar jata hai jo agar kesi lot size mein increase kar jaye or wo trade receive ho jaye to account wash ho jata hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              mery khyal main fix spread ziada acha hay kyun keh news time market main spread bohat he ziada ho jata hay agar humary broker ka fix spead hay to humay news time market main kisi kisam ki pareshani nahi hoti es liey humay chahiye keh instaforex par he kam karen es par kam kar kay achi earning hasil kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X