Forex main kuch log broker ko loss ka zimadar samjhatya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kuch log broker ko loss ka zimadar samjhatya hain
    Dear forex trading main kuch traders broker ko apna kasoor war samjhtay hain.
    Aap ko pata hona chiay kay hamain forex main kabhi bhi apnay broker ko loss ka zimadar nahi samjhna chiay.
    Loss hamesha money management ko follow na karnay ki waja say hotay hain.
    Kiun kay jab bhi ham log money management ko follow nahi kartay tab hamain losses zada hotay hain.

    Hamain mistakes ko reapeats nahi karna chiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Hamesha Hamesha Forex trading Mein Pata hona chahiye ke Hame apni Galti ko accept karna chahiye aur use losses Ki Surat Mein Hame broker course main door nahi hona chahiye.
    Hame chahiye kya Hum Apni insta Forex bonus account ke upar job e-trading Kare Toh Hame Apne analysis karna chahiye aur Hamesha small plot size rakhni chahiye jitni Jyada small plot size Hogi Hamare Upar Itna Pareshan Ho Gaye Hum Apni Taraf Se Acha profit Hasil kar Sakenge.
    Oslo listen only Mr insta Forex bonus account Grover tar Jayega aur Hame Apne insta Forex bonus account or profit Hoga Hume chahiye kayum long time ke liye.
    • #3 Collapse

      g bhai ap ne bilkul thek kaha hai ham ko kabi bhi apni mistakes ko repeat nhi karna chahye ham ko jab aik dafa loss hota hai to ham ko apni mistakes ko find karna chahye or unka hal nikalna chahye or next wo mistakes nhi karni chahye es tarha he ham forex me kamyab trader ban sakty hain es me broker ka koi amal dakhal nhi ham apni mistakes ki waja se he loss ka samna karty hain
      • #4 Collapse

        ji bilkul theek kaha apne forex mai jonbhi ghaltiyan hoti hain wo sirf trader ki hi apni waja se hoti hai iss liye hamain apne forex ky broker ko iska zimidaar nahi tehrana chahiye orr hamesha loss hamain money managment ki waja se hota haii..
        • #5 Collapse

          Trading main management or strategy banake trading karna trader ki apni responsibility hai broker aapke loss ka responsible nahi hai trading main market analysis ko compromise karne se aapko heavy loss ho sakta hai dear trading members you all have l knowledge about Forex trading this is a risky business casual behaviour is not accepted so aapko yahan pe hardworking or struggle ke sath achievement leni hoti hai
          • #6 Collapse

            G han dear apki bat boht had tak durust hai. Agr hm khud Money management or risk reward ratio ko follow kren to hm kabhi b account wash ya ziada loss ka samna nai kar skaty hian. Or ye k hmen Free margin pr b dheyan daina chahye.Kbhi kbahi free margin km ho jany se b loss hota hai or orders khud hi close ho jaty hain or hm iska zmedar broker ko thehraty hain.Ye bilkul hmari hi mistake se hota hai.
            • #7 Collapse

              Forex main hume kose hita hai apni mistake ki waja se ur hun os ka inzam broker ko dety hein broker sarif hamri help k liye hote hein jab hume koi problem ya hanre account main joi issue aa jata hai tu tu broker hamri help krte hein
              • #8 Collapse

                yah bat such hai k loss broker ki waja sy bhi hota hai woh is luy k Koch broker boht zuada spread charge krty hain is waja sy loss ka chance zuada hota hai but jo hum trade lga kr loss krty hain os man broker ka nahi apna qsoor hota hai k hum kam experience k sath zuada profit krna chahty hain
                • #9 Collapse

                  Dear friends hmein chahye ky hum apni mistakes ko baar baar na dhorayein balky un sy apna loss ko bahtr karna seekhein
                  Forex mein loss us time hota ha jb money management ki hmein samaj nai lgti
                  es mein broker ka koi qasoor nai hota hum he galat hoty hein
                  hmein cahye ky hum money management ko bahtr tariky sy invest krein
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bohat say traders aisay hay wo kehty hay keh broker nay sahi nahi kea halan keh galti apni hoti hay broker to humay market tak rsai daita hay bs humay market ko achi trah analysis kar kay market main trade karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main mehnat karen tab he safe reh sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X