Forex trading main hamesha apni nakami ko qabool karna chiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamesha apni nakami ko qabool karna chiay
    Dear forex trading main hamain hamesha apni nakami ko qabool karna chiay.
    Aap ko pata hona chiay kay jab tak ham forex trading main apni. Lossing position ki waja maloom nahi kar pain gay.
    Hamain apnay insta forex bonus account per acha profit earn nahi ho sakta.
    Hamain apnay losses ko tasleem karna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g janab bilkul apni nakami ko kabool karna chahiyay aur apni nakami say khuch seekhna chahiyay na kay mayosh ho kar is market say dor ho jana chahiyay. Mairay khiyal say jab tak hum is maket main galti nai kartay tu hum is market say seekh nai sakhtay and learning must take place.
    • #3 Collapse

      Yes dear honour 4x market Mein Hamesha se apni nakami Qabool karna chahiye aur forex market Mein Hame Chahiye Hota Hai Jab Hum forex market ke upar trading.
      Tumhe apni mistakes ko understand karna chahiye aur mistakes ko Hame Chahiye Hota Hai Ki repeat Na Kare.
      Hamari Sabse Badi mistake hoti hai ki hum forex market Mein Jo Bhi trading Karte Hain Hum Apni instaforex bonus account ke upar huge amount of lot size Lagate Hain Aise Jaise Hum decision nahi Laye baate Aur Main forex market mein jyada losses ka Samna karna padta hai.
      • #4 Collapse

        g bhai ap ne bilkul thek kaha hai ham hamisha instaforex account se profit hasil nhi kar sakty ham ko kafi martba loss ka samna karna parta hai or ye forex business ka hissa hai behtar trader wohi hai jo apni nakami ko tasleem kary or us se sabak hasil kary or emotions k hatho gussy me aa kar koi mistake na kary
        • #5 Collapse

          G bhai apki bat bilkul theek hai.Agr hm forex me koi loss uthaty hain to usko face karna chahye. Qk ye aik business hai is me loss and profit to hota hai.Agr hm loss ko face karn gy to hm usko control b karne ki tips soch sakty hain.Or ye k money management rules ko follow krna boht zarori hota hai.
          • #6 Collapse

            Bilkul bhai apny sahi kha Forex trading meion apni Nakami ko manna cahye or es sy istifada hasil karna chaye qky har Nakami humein kuchna kuch sikha kar jati hai Forex ak business hai es mein loss bi ho jata hai qky har business mein loss bi hota hai es liye gabrana nai cahye es sy seekhna chaye humein or esi sy humein success mil sakti hai
            • #7 Collapse

              ye baat bhi sahi hay agar humay market main kamyabi nahi ho rahi to humay daikhna chahiye kis waja say humay nakami ka samna karna par raha hay humay jaldi say us galti ko darust karna chahiye ta keh hum mazeed es field main nakami ka samna na karen aur es business ko achi trah seekhnay kay baad he run kare
              • #8 Collapse

                G janab forex mai ap hamesha sy apni trading ko dhykty ho or benifiit hasil karny ki try karty ho lyklin ap ko forex mai kuch tyme loss uthana parhta hy so apni har sy seekhna chahyay ju ap ny galtiya ki hy un sy seekhy or un ky bary mai soch kar agy bharhy.
                • #9 Collapse

                  yes Bhai apni Yeh Baat Bahut Achi karni hai ok for threading me Jab Hum Se Koi Galti hoti hai karna chahiye accept karna chahiye Humse Galti Hui Hai next timewo Galti Na Kare aur apne friend Se Uske baare mein reharsal kare Jise Humne last nahi hoga Hum profita suit Karenge
                  • #10 Collapse

                    Dear trade main nakami him qabool na b krain to brdasht to krni paray gi. Is liay agar kahin loss hota hai to uasay dil se qabool kr k hmain sabaq seekhna chaiay. Ta k next time km az km unhi masayal ki waja nakami kha samba na karna paray.
                    • #11 Collapse

                      g han main jab is business main new tha.tab main nay is business main buhat loss kiya.mager uskay baad main nay apni trading ko improve kiya.mujay apni trading main jis ki waja say loss hota tha.main nay apnay ander un sabhi mistake ko door kiya.or ab main apni trading main acha profit bi kamanay lag gaya ho.or jasay jasay mera time trading main mazeed lagay ga.mari trading bahter say bahter hoti jay gy..
                      • #12 Collapse

                        Der friend forex trading main hamen apni nakami ko bhi qabool karna chahye aur nakami ki waga say as kam ko chorna bhi nahi chahye bal k nakami ki waga dhondhni chahye aur apny knowlkdge ko imorove karna chahye
                        • #13 Collapse

                          forex m apni mistak sy sekhna chahiy r apni na Kami ko qabo krna chahiy q k aysa m ne dekha hy aksar log forex treading m apni Nakami ko qabol nhi krty r forex ko bora bhla kh k chor dety hen jb k apni nakami ko qabol kr k apni mistak sy sekhny sy r zyada mehnt krny sy hi forex m sucsecs milti hy apni galti forex py dalny sy nhi es liy sucsecd chahty ho tu apni galtiyon ko qabol kr k treding m expor bno q k es m boht achi earning hy ap k liy .
                          • #14 Collapse

                            G biklull ye aik online business hai yaha kuch bhi ho sakta kabhi lose to kabhi profit iss lye her trader ko ye zehn me rakhni ho ge aj hamy profit next time hamy lose k lye tyaar rehna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai aplogo nay dikha hoga har job k rule or regulations hoty hain jinko hum terms and conditions khety hain agar hum un par chal k apna kam imandari k saath karyn tu hamy faida hoga uska ur agar amal nai karyn gay tu apni ghalti manni chahiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X