Forex main GBP USD brexit deal ki waja say down aia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main GBP USD brexit deal ki waja say down aia hai
    Dear aap ko pata hona chiay.
    Forex market Mein GBP USD currency pair brexit deal cancellation ki wajah se jyada weakness Ka Shikar Hua Hai.
    Aap ko pata hona chahiye ke 2019 mai mai main Great Britain Pound European Union Se Jyada hona hai isme Jaise aap ko pata hona chahiye ke brexit deal ki wajah se GBP USD currency pair kaafi Jyada weakness Ka Shikar ho sakta hai aur kis wajah se gold bearish move kar sakta hai.
    Hame Apne instaforex ke bonus account for small volume of lot size use karna hoga Taake Hamara instaforex ka bonus account regularly was hone se Baje.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee belkol theek keh rahy hai Hume pta hona chahye in baton bahot achi bat share ki hai. Ar ye b bahot important bat bolo hai k hume lot size kam rakhnay chahye qk agr unexpected trend jai to ziada loss na ho. Thanks for sharing
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki baat bilkul theek hai GBP USD currency pair brexit deal cancellation ki wajah se kaafi Jyada weakness Ka Shikar hai aur kis wajah se kiya hai GBP USD currency pair.
      Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum Jab Bhi Forex trading ke upar Apne instaforex bonus account for trading Kare Toh Hame Apne nahi bilkul perfect Rakhna chahiye aur long term ke liye trading Karni chahiye Apne instaforex ke bonus counter.
      Mein strongly recommend karta hoon ke Forex trading major components Forex ke account for long term trading Karte Hain Kaun safe rehta hai
      • #4 Collapse

        Pound ki movement ki wajah se main bahut bahut confused tha mujhe nahi ilm tha kye brexit tension chal rahi hai
        Dear trading members thanks a lot aap logo ki vajah se hum jese main members ko bhi malum ho jata hai ke trading market kyu volatile hui hai Forex trading main updates Har kisi ke paas hone chahiye jisse hai hame clarity milti hai market movement predictions identify hoti hai jo ke earning ke liye useful hai
        • #5 Collapse

          Bhai ap ney bahut achi post ki hy.GBP aj kafi down a gia hy aor iski main reason deal ki cancelation.ab hum is per buy ki trade laga sakty hain keon keh ab yeh kafi down a gia hy leken lot size samal set kerna iski wajha yeh hy keh yeh mazeed bhi down ja sakta hy.
          • #6 Collapse

            forex market main GBPUSD par bohat ziada trading ki jati hay aur news ka bhi es par bohat ziada asar hota hay aur aj kal rexit ka bhi es par bohat asar parta hay es liey humay es pair par jab bhi trade karni hay to humay daikh lena chahiye keh market main koi news to nahi kyun keh agar news ho to humay us lehaz say market main trade karni chahye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G janab curruncy paris kafi had tak trade mai kafi kuch dy sakty hyor forex mai sab sy bari baat ap ka expeirence axha hona chahyay agr ap ka experience axha ho tu ap ko kafi kuch hasil ho sakta hy so forex mai yay chexy ap ko bht had tak dhykni parhti hain,

              اب آن لائن

              Working...
              X