Trading Styles

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jee haan har aik ka apna styles hay koi news kay waqt trading karna pasand karta hay halanake bashter trade ise sey doore rehnay ka mashwara daitey hain kiyunkay ose waqt market kafi up down hoti hay ise liye side par rahain lakin kuch low news kay waqt trading ka risk laitey hain aur earning kar tey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai forex humay achi or beautiful life deta ha agr hum yha pr meahnat or cool mind sa kaam kry gy agr yha par greed sa kam kia to ya hamari life khrb kr da ga
      • #18 Collapse

        Bhai g forex trading mai her traders ka trading style differnt hota hy lakin maira tu ye style hy k mai phla market ko acha sai observe kerta hun phr plin set ker ke trade open ker daita hun
        • #19 Collapse

          bhai mai news k time trade bht kam hi karta kiu k os waqt market kafi move hoti hai tu es leyeh main kam hi open karta hu news k time na karna trade behtr reh kiu k es waqt stop bht hi juldi hit hoty move jo tez krti
          • #20 Collapse

            trading style ager compare kiya jai tu her trader ka aik dosry say elehda hota hai baaz trends ku follow krty hain baaz lines ku or baaz news or economic poliecies or data ku follow krty rehty hain. kuch loog gold or mostly currencies man trade krty hain.
            • #21 Collapse

              Hr trader ka trading ka treekaor strategies other trader say bilkul different hota hai or trader apnay target k mutabik hi trading krta hai.isi liye kisi other ko trading nhi krni chahiye blkay khud say market chart ko analyse krna seekhna chahiye or profit or loss ko manage krna b seekhna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                jab b hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga humain is main trends ko follow kar kay kam karna ho ga or humain is main learning ho gi to loss km ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #23 Collapse

                  Her trader ka aik different trading style hota hy our ye God giffted hota hy our mera ye hy k main Gold main trade kerta hoon our her month bare lot use kernay ki wja say account wash ker dita hoon
                  • #24 Collapse

                    forx trading aik boht acha buseinss hay hum is main learning kar kay practice saya kam karty hain agr humain success hasil karni hay ti is main apny style saay kam karna ho ga
                    • #25 Collapse

                      G han forex trading main different types kay trader kaam kar rahay hain aur apnay trading style say earning kar rahya hain kuch traders market ki prices ya charts ko dekh kar trade kartay hain jab kay kuch esay hain jo market ka analysis kar kay earning kartay hain meray kheyal say second walay trader behtar hain
                      • #26 Collapse

                        Dear ap ko simply trading karni chahiye start mai demo account se es businesss ko seekh k aur smjh k phr es mai acha kam kar k apnii life ko set karna ho ga ta k ap ko acha reward haisl karne mai amdad mile aur ap acha enjoy...
                        • #27 Collapse

                          Forex market main her trader apny style sy hi trading kerta hai jesy kuch trader forex market main trading both stop loss aur take profit select ker ky open kerty hain kuch sirf take profit select ker ky trading kerty hain aur kuch aur specially professional traders forex market main open trading kerty hain
                          • #28 Collapse

                            har trader ka apna trading style hota hai jis kay sath woh trading karty hain . trading style har trader ke apni choice aur mizaj per kafi ziada depend karta hai . kuch traders fundamental yani news ke base per trading karty hain aur kuch traders market ka technical analysis kar kay trading kar rahy hoty hain.
                            • #29 Collapse

                              trader ka trading ka andaz her dosray trader say different hota ha. ju traders k liye earning ka bais hoti ha traders ku apnay trading tips share kerni chahyn ta k dosrunn ku bhi ic say faida hu
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience k begair hum is main kam kar hi nai sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil naho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X