Apnay knowledge apni best skills ko aimless honay se bachana!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay knowledge apni best skills ko aimless honay se bachana!
    bohat sey asay traders hotay hain jinkay paas bohat achi skills bohat best knowledge hota hay koi shak nahe wo best traders ban saktey hain but unkay paas kami hojati hay best knowledge ki
    jiski wajah se wo knowledge rakhtay huway bhi knowledge ka sahe use nahe kar paa rahay hotay esliye proper planning best strategy bhi chaiye then aap ki skills aap ko bohat faida den gi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
    bohat sey asay traders hotay hain jinkay paas bohat achi skills bohat best knowledge hota hay koi shak nahe wo best traders ban saktey hain but unkay paas kami hojati hay best knowledge ki
    jiski wajah se wo knowledge rakhtay huway bhi knowledge ka sahe use nahe kar paa rahay hotay esliye proper planning best strategy bhi chaiye then aap ki skills aap ko bohat faida den gi..
    Excellent aapki baat handeed percent darust haiain aap se iss baat pe fully agree krta hoon, hamen jab trading ka ach knowledge aur experience ho aur ham phir bhi uska wrong use krte hain to phir hamara kamyab hona bhi na mumkin bn jata hai
    Hamen chahiye k ham apne knowledge aur experience ko sahi use kren ta k hamen trading men kamyabhi mill sake agar ham isla wrong use kren ge to ham apni skills ko bekaar kr kr ge
    • #3 Collapse

      Is main to koi shak nahi ka trading main hamain apna knowledge ho ga to kabi mar nahi khaen ga or agar bas dosrn ka signals pa chalty hain na to ham jab b wo choray ga mar khaen ga hamain khud se b knowledge hona chahye ta ka apnay ilam se b trading krain dosrn pa inhsar na krna paray.
      • #4 Collapse

        i agree with u aik achy or kamyab trader hony k liye just knowledge ka hion azrori nae hy balky us knowledge ko kesy use kia jaye us k through kesy plannings ki jaein ye zrori hy, ager knowledge hy but usy use krna nae ata tou ap kabi kamyab nae ho skty, but ager ap us ko theek sy use krain tou ap aik best trader ban skty hain
        • #5 Collapse

          han g ap ne bilkul thek kaha hai mary kheyal se jo log forex me old hain or kafi arsy se trading kar rahy hain unko ham se bhi zyada es bat ka pta hota hai k un ko experience k sath sath knowledge or practice or planing ki ketni zarort hoti hai or es ki kia ahmiyat hoti hai q k wo log dhaky kha kar kafi sekh chuky hoty hain ye to newbies ko es bat ka kheyal rakhna chahye k in chezo k bina forex me kam nhi keya ja sakta
          • #6 Collapse

            Dear friends bhai yea topic bohat acha uthaya hai ky ak asa trader jis ky pas skills bi hoty hein or knowledge bi acha khasa hota hai jesy wo use karky ak achy trader ban sakty hein mgr unky nakaam hony ki waja confidence hoti hai or unhein ya pta nai hota k en ko use kasy karna hai to hmein chahye ky hum apny seniors sy es ky about discus krein or Mehnat krein
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              apki baat sahi hay humay apny knowledge ko use karty huway he trading karni chahiye agar hum lalach ki zad main aa jaye gay to eski waja say market main trade blind place kar dain gay aur es waja say market main loss ka bhi samna karna parta hay so humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen tab he safe earning kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X