Screen trader aur 100% trader ka difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Screen trader aur 100% trader ka difference
    maine ye observe keya hay humey 2 tarah kay traders miltay hain aik wo hotay jo wait aur patience nahe rakhtay trading software open kartay he trade lagatay hain ye screen traders kehlain gay
    aur dusray trader hotay hain planning traders jo kay 100% jab trade setup acha milta hay tabhi trade kay liye enter hotay hain
    100% trade achi bannay ka wait kartay hain wohi success bhi hotay hain
    har time trades karnay wala success nahe hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
    maine ye observe keya hay humey 2 tarah kay traders miltay hain aik wo hotay jo wait aur patience nahe rakhtay trading software open kartay he trade lagatay hain ye screen traders kehlain gay
    aur dusray trader hotay hain planning traders jo kay 100% jab trade setup acha milta hay tabhi trade kay liye enter hotay hain
    100% trade achi bannay ka wait kartay hain wohi success bhi hotay hain
    har time trades karnay wala success nahe hota
    Well bro aap ne theak hi kaha hai kch trader aise hote hain jo mt4 ko open krte hi bagair analysis k trading krte hain,main khud jab trading men new tha to main bhi bagair analysis k hi trade open kr leta tha but jab trading ka experience hua hai to ab analysis k bagair kabhi trade open nhi krta hoon
    Hamen always koi trade jab tak hamen trend ki confirmation na ho hamen open nhi krni chahiye warna hamara loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Han bhai jo professional trader ho ga wo tab trade lagay ga jab usay 80% us pa believe ho ka ye profit min jaye g or bgair analysis ka lekn am trader esay hi graph ko daikb ka trade laga dety hain jis se loss hi hota hai bjay profit ka.
      • #4 Collapse

        g bhai jan bilkul ap ne thek kaha hai forex me ye 2 qism k he log hoty hain jo kamyab trader hoty hain wo hamisha soch samj kar or apna 100% work karny k bad jab full mutmaeen ho jain or market ko analyse karny k bad koi 1 percentage bhi doubt na ho to tab he trade lgaty hai jab k newbies aksar ye sab nhi karty or jald bazi me trade open karty hain to aksar wohi loss me chaly jaty hain
        • #5 Collapse

          i agree with u frnd, yaha per 2 trah k traders hain jesa k ap ny btaya, forex market aik esa business hy jo k sabr k bgair or lalach k sath krna posible nae is k liye ap ko bara sabro tahamul sy kam lena chaye or jo wait kr k marjket k trend ko dekh kr trade krty hain wo hy kamyab hoty hain, or jo greed kr k jaldi main trade krty hain wo hmaesah loss main e jaty hain
          • #6 Collapse

            bohat say trader aisay hey jo keh other traders ko signals sale karty hay aur kuch to unkay signals kam kar jaty hay aur kuch nahi halankeh wo khud agar chahy to achi earning kar sakty banisbat logo ko es chakar main phansany so agar hum bhi khud trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe earning kar sakty hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Screen trader aur 100% trader ka difference

              forex mai screen trader or 100 trader mai farak hota hain forex aik online business hain hum is mai kam karrty howe or munafa kamaty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum investment kar sakty hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

              اب آن لائن

              Working...
              X